most funny thing is baa ke pati waha khade
baa ke bacche wahi khade vanraj bhi dolly bhi
baa ki present bahu wahi khadi
baa ka bhai wahi khada
baa ke pauta pauti bhi wahi khade
lekin baa ki saans ki chinta hui uski ex bahu ko🤣
kya pyar h bhaiya
sare bss statue ki tarah khade the waha🤣
Isi pyar ki vaja se to vo thumak thumak ke nach ri he..
32