mummy ko bol subah 6 bje ek exam hai online usi ki preparation horhe hai. 🤣
Aree unhe shock lag jayega agar yeh boldiya ki mein padh rahi hun... unhe unki beti pe poora bharosa hai, ki woh kuch bhi kar sakti hai par khud beth ke padh nahi sakti... woh bhi tab tak jab tak last day na aajaye...😂😂😂😂😁
