Us langoor ( sorry to all the langoor) ko sabak seekhanai kainliyai Shah house hi ja kar rehna padai ga, rented house janai ka koi faida nahi Waisia bhi itv main sab ko Aik jaggah rehna Aur kaam karna parta hai Warna drama Kaisai hoga 😂😂
Not again...🤦♀️
But really I dont think she ll go there for any reason... drama toh yeh kahi bhi kar sakte hai... Inka koi fix place thodi hota hai kahin bhi shuru hojate hai....😂😂😂😂
Haan par Baa aur Paritosh natak kar sakte hai partnership ke tootne par, V jaake nautanki karega naa...ki Anuj Anupama ne mera business barbad kardiya, Jaan bujh ke partnership tudhva diya and all...
1