Originally posted by: surabhi01
Yeh lo school mein agar koi student ko student ko marta hai to use school se nikalne ka adhikaar parents ka hota hai ya school authority ka ?
Parents to bus school authority se complaint kar sakte is student ne hamare children ko pita but parents khud student ko nahin nikal sakte
In same way kavya can talk to bapuji and complaint about it but khud faisala nahin le sakti
Y
Agar bacche ke papà school ke syndicator ho toh koi Marne wale bacche ko khud he nikal sakte hai .School authority bhi kuch nahi kar karta tab , bacche ke papa is enough to kick out that marnewala bacha.
This is the same case here .
18