Humne itne saare taam jhaam mein ek baat toh notice ki hi nahi 😲
Vanraj ka cafe toh mamaji hi dekh rekh karte hai Vanraj toh mainly unhi ke bharose cafe chod kar gaya .....kyunki kavya se usse puchna pada ki tum kuch din ke liye sambhal logi? But mamaji se nahi
Ab gaye mamaji ....toh ab cafe puri tarah se kavya ke control mein....ab kavya jaisi gair zimedaar akele kaise cafe sambhalegi....aur woh kya kya sambhale...cafe ko ya psycho baa ko ya babuji ko wapis lane ke plan ko .....kavya ke bass ka nahi hai yeh🤣
Ab toh full tabahi machni chahiye ...I hope makers show it
8