Originally posted by: surabhi01
Now do this vanraj and baa really care for anupama health?. Anupama ne divorce liya this people start shouting and blaming anupama
And why he was shouting on anupama when anupama come to help him. Didi he want to say to anupama ki tumne mujhe divorce diya isliye mujhe cookies khaane se khaasi hui
Kitna baar bola hai ki mujhe divorce mut do agar tum mujhe divorce nahin deti to main cookies nahin khaata aur mujhe khaasi nahin hoti
Btw isse yeh to pata chal hi gaya vanraj anupama ko isliye divorce nahin dena chah raha tha ki vanraj ko pata hai anupama se acha dhyan koi nahin rakh paayega
And I did not under stand what does baa meant by lakshan kaun sa lakshan jaisa lakshan. Aakhir kya kiya hai anupama ne. . Btw baa and vanraj ne jo itne mahine tuk anchal ka natak kiya woh aaj ke episode mein utar gaya
Jo vanraj aur baa ne kaha hum to yeh anupama ki khushi ke liye sagaai kar rahe they isliye tumhaari sagaai hui. To bhai anupama abhi bhi samar and nandini ki sagaai chahta hai abhi bhi anupama ki khushi sagaai mein hai . Anupama ne kab kaha ki ab mera divorce ho gaya To ab main samar aur nandini ke sagaai se khush nahin ab sagaai rok do
To ab sagaai kyon nahin kar rahe hain yeh vanraj and baa when they know anupama ki khushi abhi bhi samar aur nandini ki sagaai mein hai. Anupama ab patni nahin rahi but woh abhi bhi maa. To as mother use khushi de sakte hain
Divorce ho gaya hai iska matlab yeh nahin ki anupama samar aur sagaai bhi nahin chahti . Btw aaj vanraj aur baa ki achal ka natak utar gaya
16