Dont know what vanraj will care for anupama . Maine aaj tuk vanraj ko dekha to hai nahin jub se anupama ki bimari ke baare mein pata chala hai
Ki vanraj ne anupama ke liye fruit le kar aaya hai ho ya phir anupama ko medicine diya ho yeh to maine vanraj ko karte hue dekha to hai nahi
Anupama ya to khud dawai leta hai ya phir samar hi anupama ko medicine de raha tha when anupama refuse to take medicine
In true sense anupama ka care ya to anupama ko khud hi rakh rakh rahi hai ya phir samar anupama ka khayaal rakh raha hai
Yeh baa pakhi vanraj to bus naam ke kehte hain ki woh anupama ka khayaal rakhenge
In baa pakhi ne kya kiya bus anupama ke haath ke bane mango shake enjoy ki but khud kabhi anupama ko medicine fruit nahin diya
Aur us upar anupama pe pressure aur dal rahe hain ki anupama decision change kar do
These vanraj baa pakhi really Dont know ki anupama pur aise pressure daalane se anupama ki takleef aur bharegi anupama ka mental torture or physical illness aur increase ho ga. Why Dont these baa pakhi And vanraj under stand ki anupama divorce nahin degi to anupama ki takleef aur bhadegi
Jub vanraj baa pakhi itna pressure daal rahe to yeh kis hissab se keh rahe hain ki anupama ka khayal rakhenge
Why Dont vanraj give money to samar and samar se kahe ki yeh paise main anupama ke treatment ke liye de raha hoon tum anupama ke saath raho aur anupama ka khayal rakho. Yeh sub to anupama ka divorce ho bhi jaaye to bhi ho sakta hai
But no vanraj ko anupama ko ya to pyaar se ya phir daant ke kisi tarah se apni naukarani bana ke rakhna hai aur iski liye divorce nahin hona chahiye just to make anupama naukrani for whole life
Edited by surabhi01 - 4 years ago