Faizi aapka welcome ke liye shukriya karta hai..๐
LOST IN CASE 3.1.26
7 year leap for Yeh Rishta
STRUCK IN CASE 4.1.26
Kjo to direct a grand family drama for his next movie
Happy 300 Manvikians.....
I'm loving Munni-Hrithik encounters and pair
How Many More Indo Pak Movies Will Be Made
Lokah fame Kalyani Priyadarshan cast opp Ranveer in Pralay
A Police Officer Vs A Fairy OS
Faizi aapka welcome ke liye shukriya karta hai..๐
Originally posted by: mineforever
Excuse me?!
Do you know how difficult it is to exist but not exist, to be a lead but not be a lead, to be second in command but not be second in command..sab ke bas ki baat nahi hai ๐
Woh toh hain diwaar main zinda chuna jaane ka tumhara dard main naa sahi anarkali samaj sakti hain.๐๐๐๐
Originally posted by: Not_James_bond
Main bachi nahi hun haa main aaj bhi roz bornvita piti hoon,main roz maa ki haato sa chapait khati hun, main roz shaitani karti hoon,main roz neighbours ki door bell bajake bhaag jaati hun,main apni dadi ka glasses chaval ka daana main chupati hun taaki ussa kuch dikha naa paar main bachi nahi hun.๐ก๐ก๐ก๐ก
Im a 21 year old adult .
A_d _u_l_ t.
I vote as well .๐๐
๐๐๐๐
Kisko vote diya aapne or kaha BB ke ghar mein ๐๐
Yes you are in your Adolescence ๐
Originally posted by: Not_James_bond
Woh toh hain diwaar main zinda chuna jaane ka tumhara dard main naa sahi anarkali samaj sakti hain.๐๐๐๐
By the way Anarkali aka Nurjahan was married to Salim and they had met after Akbarโs death to wo dard toh jhootha tha๐๐
Suman ke tigadam kaam aa hi gaye. Smart one, Suman. Bas kal koi bewakoofi na kardena.
Monami bhi na, she is like phosphorous. Instant result chahiye hota hain. But dimag bhi ladati hain, ladki, Good.
Nation wants to know: Faizi hain kaha? Kewal gift (toy tank) courier karwayega kya? Us gift me camera laga deta. Record karleta Abhay ke saare kaand.
By the way, Suman ke locket.me camera tha na, woh use nahin kar sakte the?
Kisko vote diya aapne or kaha BB ke ghar mein ๐๐
Yes you are in your Adolescence ๐
Woh bjp ko diya baaki sab ka sign interesting naahi tha usma koi colour nahi tha.๐๐๐
Or Sanju bhi aapko wali bhi aage nikal gayo hai ๐๐
In dono ko shuru ho jana chahie ab agar karan ka hero banna khatam ho gaya hai to story aage badhao๐๐
Jab Monu ko aage karte hai to samajh aata h ki uski inhi harkaton se karan ko usse pyaar hoga but karan ko kyun Monu already loves him๐
Faizi toh picnic track tak tease karta tha..phir bechara gayab sa ho gaya..
Karan ko thoda jald kuch kuch ho taake Faizi-Sanju "aapkiwali" karke tease karein..
something like Faizi tells Karan that he needs to go with her for a particular task and Karan automatically starts talking about him & Monami doing it and then Faizi teases him that he was talking about a different female cadet
By the way Anarkali aka Nurjahan was married to Salim and they had met after Akbarโs death to wo dard toh jhootha tha๐๐
Koi naa aur kon chuna diya gaaya jeeta ji haain woh shaktiman ki sautela fufa ki beti pramila woh apka dard samjhegi.๐๐๐
Originally posted by: Not_James_bond
Woh bjp ko diya baaki sab ka sign interesting naahi tha usma koi colour nahi tha.๐๐๐
Koi na bachpan mein sabhi aisa karte hai colour dekh ke decide karna you know hota hai aisa Bachpan mein๐๐
Originally posted by: Not_James_bond
Arre woh gaay kaaha thi yaahi bethi hain mera kundali main shani banke.๐๐๐๐
Ab main kal phir gayab ho jaongi aur phir nahi aaongi..๐ข ๐