Repost in AT too 😆
And I thought one function without mishti's crying or insult
,but of course CVs kabhi bhi aisa hone de sakte hai kya 
I loved loved loved MishBir romance, even ishaqzaade too bhale hi beech mein 2 idiots ko bhi daala tha but the hawt intense expression they gave completely made me forgot about kuku 

The stool scene, the fore head kiss, cheeks rubbing, back hug Wo bhi mirror ke saamne, Earing pehnana, mishti ka sharmaana, abir ki shararat , itnaaaaaaaa romance, ufff
.
And the hug that abir's female version gave to Mish, that was Toooooooo cute 

You know when mishti was saying main bas teri help karna chahti thi, I recalled some small mishtu scene, when kuhu had came to singhanias with naitik she had wanted to eat non veg but singhanias mein allowed nahi tha so Humari mishtu ne kuhu ki help karne ki sochi and she bought a living chicken for her
,that scene was too hilarious and too cute, when naksh asked her ki aisa Kyu kiya to she said main to bas kuhu ki help Kar rahi thi 
And one more was mishti kuhu ke bag apne kamre mein le jaa rahi thi and naitik ne dekh liya and use daatne laga baad mein he got to know ki Wo sirf kuhu ki help Kar rahi thi uska saaman uthaake 
Bichaari jab bhi help karne jaati hai Kuch na Kuch gadbad ho hi jaati hai
. But but but the slap I mean really, really 
The slap will never be justified And mishti never deserved a slap, kuhu suna sakti thi use bahut but slap wasn't necessary, why always mishti yaar, kuhu kabhi to apne kiye ki zimmedari le. And what mishti ki wajahse matlab Abhi bhi apni shaadi ka sach nahi batayegi family ko, kunal ki wajahse was the right sentence.
And use Sab pehle se pata tha, like really
,Arey pata tha to kya, tumhara divorce hai mishti kyu aake kisi ko bolegi, such a double face girl, khud mishti ko mana kiya Bolne se ab saara blame mishti par
I hate kuhu, she really is a creep, I never believed her character hamesha flip I am not at all surprised 
I just hope abir is baar apne bro ke bajaay mishti ke saath khada ho And please bhaag jaao just go away and live in your MishBir house, and who the hell is jas to say ki shaadi tab tak mat Karo jab tak kuhu ki life mein Sab thik nahi ho jaata, who had stopped her, London kyu nahi chali jaati ye apne nannu ke paas. I hope mishti na maane jas ki baat, hoping against hope 🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏
And what's with Rhea not in pallo latke song, itne unimportant hai kya leads CVs ke liye, Ye parallel thoda zyada hi intersect nahi ho raha 
Overall I liked the episode but last 2 min aur precap ne dimaak kharaab Kar diya
Hoping for some relief on Monday 
