I was expecting a cliched and trite proposal scene given how Abir was being forced into play acting a proposal by those two girls, but the actual shaayari turned out to be surprisingly sweet and poignant.
He managed to make it a nod to their journey and the friendship at the core of their relationship, and that is why Mishti ended up smiling despite herself.
Had to transcribe the lines today:
“Na jaan pehchaan thi, na koi mulaqat thi Lekin aap mein pehle se hi ek alag si baat thi.
Maasoom si lagi badi, jab woh duniya se lad gayi, ek roz baad mein, mujh pe bhi bigad gayi.
Na aapko khayaal tha, na mujh ko thi khabar, aapke bigadne se baat ban rahi thi magar.
Dil mera machal gaya, jaise chaand raat mein morni, Mere naseeb mein likhi hai, ek angry si chorni😂
Jaanta hoon kaanton bhare hain, raaste bhi aayenge, magar dosti ki hai humne, hum dosti nibhaayenge.
Kismaton ki mujh pe, yeh pehli meherbaani hai,
Ek shehzaadi jiska chashma hi uski nishaani hai.
Hoton pe hai hassi, aur aakhon mein paani hai,
Sun lo duniya waalon, yeh meri kahaani hai”