Originally posted by: DIVYA127890
Aap agar leap ke pehle ke episode dekhengi toh aapko pata chalega, abhi ne Akshara ko kitna support Kiya hai!!!
Lekin farq yeh hai ki abhi ne kabhi jataya nahi, kyunki woh Aisa hai hi nahi. Abhinav ne toh khoob jataya hua hai ki usne kab kab Akshara ko support Kiya hai, aur Akshara ne bhi bohot baar jataya hai, ki usne uske liye sacrifice Kiya tha.
Aur waise bhi, akshara jab abhinav ke saath thi, she hadn't moved on, so this is not called loyalty.
[/QUOTE
Are iss couple ka kaam hi wahi tha
Main tumhe charge krungi
TM mujhe karna
Tumhri tarif krungi
Main tmhri karunga
Rota rehta tha hmesha..sab kuch hone ke baad bhi
And then 2 din tak hath me rakha bache ko
What. Is this 🤣
Incubators nhi the kya
48