Rehne denge yaar.... Atleast dono apne apne committed pairs se escape hone ke liye baskets lane gaya and the other jam making ....
They both know ki kal " Ma ❤️ aa rahi hain ...phir kahan aye sab possible hain "Jo kuch bhi ho raha hain na Yeh sab kuch teri wajah se ho raha hain Akshara. Mera beta Abhi Samosa bana raha hain, baskets la raha hain, suitcase uta raha hain....sab teri wajah se Akshara ...Thum Kasauli chodke chali kyon nahi jati ho😉
28