Originally posted by: Pr1yanka
Aaj toh mujhey sab par gussa aa rahi thi…pehle akshu itna atak atak kar Arrey yaar writers bolney do bhai bachi ko…phir abhi…Arrey ek toh akshu atak rahi hai phir do shabd nikalta hai toh tum ussey interrupt kar dete ho…matlab sar ke baal noch len hum saare Apney? Aur phir interrupt karke kuchh Apney ji dimagh ki laga dii you must want to talk to aarohi…yeh bhi waise Udaipur wala parallel tha…kaafi bakwaas parallel tha writers…jaisa abhi uss waqt nahi samajh paata tha waisey hi abhi bhi nahi samjha… aur uskey baad Kairav bas Inhi ki kami thi daudte bhaagtey aa gaye bolney…Arrey hum sab kya karein ? Naachen?
aap nachaniye khaandaan ke saath ho??😂
wohi na bekaar ka drama....jisme drama nazar hi nahi aata...isse accha jo roads per cars dikhate hain....acchi acchi scenereys dikha den...😂 aisa bakwaas drame se woh hi accha hoga..😂
10