Meko koi samjhao
Koi mainu samjhao
Jab Akshu abhi ke paas gayi tab 4:02 ho rahe the
Jab usne confess kiya tab 4:44 ho rhe the
Uske baad dono mandir gaye
Itna lamba race hua cars ka
Saari family pahuchi mandir
Itna tamasha hua. Sach saamne aaya , aarohi ki band baji, again confession hua and phir Akshu ko sunaya gaya, Abhi ka sabko samjhana hua but itne time hone ke baad bhi
RAAT NAHI AAYI ABHI TAK 😔
mtlb kitna time ho gya but andhere nahi hua ye kya baat huyi.
Din kitna lamba tha bhai khatam hi nahi ho raha hai
Help me with this.........
10