Kartik tries to fix the car and naira is sitting inside.
Kartik(angrily): mein yaha car theek kar raha hoon aur tum adhar aaram se bethi ho.
Naira: car ke andhar khare rehne ki jagah nae hai toh bethi hi rahongi na. Ek toh mein tumhari wajah se yaha phas gayi upar se tum mujhpe chila rahe ho. Na hi mein tumhare sath aati na yaha phasti.
Kartik: toh na aati na kisne bola tha ane ke liye.
Kartik comes back and sits in the car.
Naira: car ko choro kisi ko phone karo.
Kartik: wohhh... Mere phone mein battery nae hai.
Naira angrily looks at him.
Naira: tumhara phone charge nae tha an tumne mujhe bbi apna phone nae lene diya. Dil chah raha hai tumhara gala daba kar yahi maar doon.
Kartik: mujhe maar do gi toh yaha se kaha jaogi.
Naira: apni bakwas band karo aur batao aab kya karen.
Kartik: what do u mean kya karna hai. Of course kisi se lift leni paregi.
They get out of the car and waves there hand to get lift. One car stopped. There was an old couple in the car.
Naira: aunty uncle kya aap hume lift de sakte hai actually humari car kharab ho gayi hai.
Aunty: kaha jana hai aap logon ko.
Kartik and naira together: space collage. Naira and kartik look at each other. Aunty uncle smiles.
Uncle: come sit.
Kartik: thank you so much.
Naira and kartik sits at the back seat of the car.
Aunty: tum dono girlfriend boyfriend ho.
Naira: nae nae aunty.
Aunty: toh dost.
Naira: no. Bss same collage se hai.
Uncle: tum dono ek dusre ke sath bohot ache lagte ho.
Kartik and naira both make weird faces.
Kartik opens the window.
Naira: window band karo.
Kartik: kyu?
Naira: mujhe sardi lag rahi hai baand karo.
Kartik: toh mein kya karon.
Naira: window band karo.
Kartik: nae karonga. Kya karlogi?
Naira herself closer the window on kartiks side. Kartik opens it again. Naira closes it again and kartik opens it again. Naira again came closer to close it but slips and gets really close to kartik. They have an eye lock. Yeh rishta kya kehlata gai plays.
Aunty: humari bhi love marriage hui thi.
Naira gets away from kartik.
Aunty: at first hum bohot jagra karte the bilkul tum dono ki tarah lekin fir pata nae kab pyaar ho gaya.
Uncle: tum dono ko dekh hume apna time yaad aa gaya. I hope tum dono ko bhi bohot ache life partners mile
Aunty: see tum logon ka collage bhi aa gaya. Naira an kartik gets down the car and thanks them. Uncle aunty blesses them and leave.
Precap: varun and aliya is selected as the directors of drama club by principal. Everyone cheer for them.
If u guys like it please do hit like button and comment.
5