Part...8...
Flashback...
vi- beta..mai aapse ek wada chahta hu..
nk- mujhse ?...Ji kahiye baau Ji...
vi- wada karo ki tum akshara ka saath kabhi nahi chodoge...
nk( sadly )- par wo mere saath kabhi khush nahi reh sakti...
vi- kyu nahi beta...wo aapki patni hai...
nk- sirf pati patni hona hi kaafi nahi hota...rishte me pyaar bhi hona chahiye...Jo hamare beech bilkul nahi hai...par mai aapse itna wada zaroor kar sakta hu ki akshara ko uski khushi tak pahucha saku...
vi- Jo sirf aapke saath hai...
nk- ye sirf aapko lagta hai baau Ji..Hume nahi...
par aap chinta mat kijiyega...aapki beti ko mai uske hisse ki saari khushiyaan dunga...
...
Flashback ends...
naitik quickly open his eyes...
nk to himself...Maine baau ji se wada kiya hai...ki akshara ko uski khushi doonga...
toh phir jab WO aaj uss Samar ke saath thi...toh mujhe accha kyu nahi lag raha...
kyu mai uske liye khush nahi ho pa raha...?
yahi toh mai chahta hu...ki hum dono alag ho jaye...par kyu mera dil keh raha hai...ki galat hoga...
he hold his very tightly...as if his brain is going to blast anytime...
" nahi...mai itna selfish nahi ho Sakta...mujhe akshara ko divorce dena hi hoga..."...
now he finally decided what he wants...
naitik took his coat...and went to his home...
...
at 2 am...
he reached at home...( bhabhi maa went to sleep...so naitik directly came in his room...)..
where akshara was sleeping...( actually she was not...but crying slowly slowly...)
naitik silently came and sat on sofa...akshara open her eyes..and look at him...
she quickly sat on her place..
ak- mai...WO...
naitik look at her...
ak- aapka khana nikaal deti hu...
nk- mujhe bhook nahi hai..( while open his shirts buttons...)
akshara became silent again...
nk- wapas ghar kab aayi..?
ak- ammm...raat ko hi...
nk- hmmm...kiske saath...?
akshara was not able to understand his question...
ak- kiske saath matlab ?...aap kehna kya chahte hai ?
nk- Jo tum samajh rahi ho...
akshara came and stood in front of naitik...naitik look up to her...and stood )
ak- toh phir suniye...mai Samar ke saath aayi hu...ok...
naitik's eye became red...
nk( angrily)- bahut shauk hai doosro se sahara lene ka...right ?..
ak- doosra wo nahi aap hai naitik...kyunki jis insaan ke pass itna time nahi ki wo ek phone utha sake..toh usse kisi sahare ki umeed bhi kya ki jaye...
aree aap toh itna bhi nahi kar paaye ki...kisi ke marne par samay se pahuch jaye...
nk( angrily )- akshara...
he put his hand in air..to slap her...but couldn't...
ak- ruk kyu gaye...Mr. singania...
naitik take back his hand..." meri aankho ke saamne se chali jao..."
ak ( angrily )- aise nahi...
she came near the cupboard and take out divorce papers...and again came...
...
WO papers ko naitik ke saamne dikhate hue kehti hai..." mujhe divorce chahiye..."
nk (smile )- ek shadi ke liye Hume kitni baar divorce lena hoga..?
ak- WO papers sab aapki aur mohit Ji ki planning thi...par ye nahi...WO papers abhi tak court bhi nahi pahuche...
naitik sat up on sofa..and looked at her...waiting fr her more reactions..)
ak- pls ispar sigh kar dijiye...
nk- aur ?
ak- aur hum ek saath nahi reh sakte..( she spoke as her voice lowered )...
her words echoed in naitik's ear..he still sat...didn't know how to react..wo samajh nahi paa raha tha ki khush ho...ki akshara use chodkar apni khushi ko chun rahi hai...ya phir dukhi ki koi use kisi aur ke liye chod raha hai...
...
par phir bhi kahi na kahi wo khush tha...ki iske baad dono apni puraani life me wapas chale jayenge. .
...
naitik take that papers and pen..and about to sign...
when...
ak- thanks...kyunki mera tum jaise insaan ke saath kabhi guzara nahi ho sakta...( she spoke further...)
naitik stop in his way.. " mujh jaisa insaan ? " ( he stared at her )
ak- Jo doosro ki feelings ki kadar na kare...bhagwaan unhe dil hi kyu dete hai...
nk- ak...shut up...! ( he spoke in anger )...tumhe kya lagta hai...ki mere pass dil nahi hai...toh ye hi sahi...
naitik stood from his place...( they both came face to face...)
he brought all the papers in front of akshara...and tear then into two parts...
...
ak( shocked )- ye kya kiya...?
nk- apne dil ka ek trailer dikhaya...ki WO kya kya kar sakta hai...
( naitik papers ke chote chote tukde karke hawa me uda deta hai...)
aur akshara kuch nahi kar paati...
...
next morning...
naitik at dining table...eating his breakfast...when mohit too came there...
mo- good morning ...mere bhai...
naitik look at him but didn't reply..
bm- aree ...mohit...aa beta tu bhi naashta kar le...
mohit happily sat beside naitik...and start eating food..
mo- akshara bhabhi kahi nazar nahi aa rahi...
( naitik quickly stare at mohit..)
bm- aati hogi..kal der se soyi thi NA..
mo- ohh ! par bm aap toh naashta kijiye...
bm- nahi beta...aaj karwa chauth hai..aur mai..
mo- samajh gaya...aap aaj tak dadda Ji ke liye vrat rakhti hai...what a sweet love..isi baat par bm garma garam chai ho jaye...
bm- abhi laati hu...
bm went to kitchen...
mo- kuch seekh le...?
nk- kya.. ?
mo- hey bhagwaan...kuch nahi...ye bata aaj tera mood kyu kharab hai...?
nk- kuch nahi...
mo- tu bata warna tere divorce wali baat bm ko bata dunga...
nk- accha...bata de...BTW batayega kya ki tune WO papers court me submit nahi kiye...
mo- ohhh ! Teri...tujhe pata chal gaya...good good...
nk- par phir bhi kya faida...akshara ne kal aur papers diye the sign ke liye...
mo- whaaat !! phir se divorce...?
nk- hmmn...par Maine sign nahi kiye...
a big smile came on mohit's face...he quickly hug naitik...
mo- waah ! mere sher...aise hi laga reh.. ek din tujhe apni manzil zoroor milegi...
bm came there with tea..." kaisi mazil mohit ? "...
tabhi waha akshara bhi aa jaati hai...but not like a newly married women but like a simple girl...
ak( sadly )- good morning bm...
naitik didn't even look at her...
bm- bahu..aaj tera pehla karwa chauth hai..aur tu kaisi bani hai...
ak- sorry bm...mai abhi taiyaar ho jaungi...
akshara stood there like an statue...
mohit tried to light up everybody's mood...
mo- bm..mai keh raha tha ki...
bm- tu pehle ye bata abhi munna ke saath tu kis mazil ke baare me baat kar raha tha ?
mo- haa bm...mai WO hi toh bolne ja raha hu...
he put his hands on naitik's shoulder...and take a sip of juice..
mo- bhabhi maa...wo aapka munna keh raha tha...ki yaar mohit tu jaldi se mere aur akshara ke liye koi honeymoon ki manzil decide kar...
naitik burst out his all juice from his mouth in a big shock...
akshara too became shock ...
bm( blush)- aree haa beta..Maine toh iss baare me kabhi socha hi nahi...
toh bata munna...kaha jayega tu...mohit ticket book karwa dega...
mo- haa bata na munna...
naitik again gave him a stare..." tujhe toh baad me bataunga saale "
naitik quickly got up..." mai office ja raha hu..."
bm- theek hai munna...iss baare me kal baat karenge...par aaj shaam 6 baje tak tu ghar par hoga...
nk- hmmm...
Edited by hirannaksh - 9 years ago
15