akshara gets faint in his arms..
nk-akshara..?..ise kya hua ?
vr-lagta hai behosh ho gayi..naitik pls ise andar le chalo..
naitik quickly take her in his arms..and bring her in his room..put her on the bed..
nk-mai doctor ko phone karta hu..
vr-nahi rehne do naitik..ye thoda rest kar legi toh theek ho jayegi..lagta hai darr gayi hai..
sam-par ek baar doctor ko dikha dena chahiye..
vr-no..its ok..aisa karo tum sab bahar jao..mai iske kapde change kar deti hu..warna ise thand lag jayegi..
nk-hmm..
and trio boys went out from the room..
varsha changes akshara's clothes..
and after some sleep akshara wake up..but nobody is there..
ak-varsha..varsha..?
when naitik came in the room..
ak-varsha kaha hai ?
nk-doosre room me hai...bula du..
ak-nahi mai khud hi chali jati hu..
nk-nahi tum rest karo mai use bhej deta hu..
she is trying to get up from bed..
ak-nahi mai khud hi..
nk-(angrily)..tumhe sunai nahi deta hai kya..ki tum yaha rest kar lo..
and on this she starts crying..
when varsha came in..
vr-akshara kya hua..tu ro kyu rahi hai..
ak-kuch nahi varsha..
nk-aapki friend ko aapki yaad aa rahi thi..par maine jab kaha ki mai bula lata hu..toh sun hi rahi hai..
and he went out angrilyfrom there..
ak-dekha na varsha..kaise baat karta hai mujhse..mujhe yaha aana hi nahi chahiye tha..
vr-tu aisa kyu sochti hai..usne toh bas tere liye concern dikhaya..
ak-concren..wo bhi itne gusse wala..
vr-akshara ye uska pyaar hai apne frinds ke liye..jo wo gusse me dikhata hai..
ak-ha par wo toh mujhe apni friend tak nahi maanta..
vr-kisne kaha tujhse..
ak-kehne ki kya zaroorat..dikhta hai..
vr-kabhi kabhi kuch baate samajhni bhi padti hai..aaj usne jaise tujhe bachaya..
ak-kya ? par wo toh samar ne..
vr-ji nahi naitik ne tujhe uthaya tha..aur yaha tak lekar bhi wahi aaya..aur tune uski baat nahi suni..
ak-achaa toh mai use thanks bol dungi..
vr-thanks ki jagah agar tu usse friendship kar le toh wo zyada accha rahega..
ak-par wo mujhse dosti kyu karega ?
vr-kyu nahi ek kadam tu badhakar dekh..mujhe vishwaas hai ki tere liye wo bhi apna nature badlega..
ak-ok..
vr-accha ab tu agar better feel kar rahi hai toh bahar chal..waha humne campfire banaya hai..sab milkar saath me dinner karenge..ok
ak-hmm..
naitk samaar and mohit are already waiting for girls to comeout..
and after some time both the girls join them..
akshara sees naitik who is sitting there on a chair..but not looking at her..
sam-ab kaisi ho akshara..
ak-mujhe kya hua hai samar..mai toh bilkul theek hu..thanks for ur concern
sam-ek dost hone ke naate itna toh kar hi sakta hu..
ak-hmm..
mo-toh chaliye hum sab dinner kar lete hai..
vr-haa..
mo-par ek naye tareeke se
nk-phir se
mo-ha..
nk-nahi pehle hum kuch khaa lete hai..phir jo karna hai wo karenge..
mo-ok..
and all start eating their food silenlty..
mo-hooo..toh hum sabka khana finish ho chuka hai..ab kuch masti karenge..ok
vr-wow mohit..par hum kya karenge kya ?
sam-truth and dare..
ak-ha..ye accha hai..par aisa karte hai hum sirf truth truth karte hai
mo-ji nahi madam aisa nahi hota hai..
nk-(smiles)..kuch logo ko toh bas har kaam se peeche bhagna hota hai..
sam-sachi kaha naitik inme koi dare nahi hai..
vr-ji nahi aisa kuch nahi hai..mai bahut daring hu..
ak-ha aur mai bhi..
mo-toh phir theek hai..hum game start karte hai..iss bottal ka front side jiski oor aayega..use kuch na kuch karna ya kehna padega..pk
all-ok..we are ready..
mohit spins the bottle..its varsha..
vr-ohh god pehle mai hi phass gayi..
mo-so varsha...truth ya dare
vr-dare
mo-soch lo jo kahenge wo karna hoga
vr-soch liya
nk-toh theek hai..tum samar ko kiss karo
and all start laughing
ak-phas gayi na..
vr-isme kaun si badi baat hai..
sam-no varsha..i mean..
mo=ye kya samar ye ladko ki izzzat ka sawal hai..
sam-ok..
and varsha came near him took samar's hand and kiss it..
mo-ye kya..haath par
vr-ha kiss toh kiya na..
ak-good varsha..yaaayyy..
nk-hmm..kaafi intellegent haa..
vr-thanks..
mo-dekhte hai ab kiski baari..
864