Originally posted by: rainanaksh
aree maine kya kaha..mere kehne ka matlab tha..ki jab maine likhna start kiya tha..tab mujhe sach me kuch nahi aata tha..par tum sab ke awesome comments padhkar mujhe bahut accha lagta hai..
aur meri writing ko story ko awesome kehne ke liye thanks kaha samjhi..
buddhu..
1.1k