Akshara hai yaar woh Akshara... sab kar sakti hai...super-woman hai yaar...gayatri ne kitne garv se kaha tha yeh sab bahu ne kiya hai... 😆😆 abhi sab Akshara hi karegi..Chandni se akad baat ki...uska advance cheque rok di...usike call mein bata karli..balance bach gaya..double fayda..😆 great Akshara... 👏 😆
😆😆 & jab rashmi ne kaha ki woh kya kaam karegi toh ga3 ne kaise phir se shutu kar diya akshara ka jaap aur kyun na kare ghar pe ek muft naukarani ho padi hai 😡 & kaumudi toh bahut kush hogi aaj M's ne kuch wajah dhund hi liya scene me ghusne ke liye...🤢🤢
😆
102