Originally posted by: beautiful16
😆 pakka aise hi hone wala hai... aur waha cong... meri bachhi tujhe khush dekh meri jaan mein jaan aayi.... kitni chinta hoti thi mujhe tere liye.... chalo ab sab kushal hai kaanhaji ki kripa hai....
kaanhaji ki krupa nahi... kaanhaji ki krup tho sns par hotha hai... in yrkkh we have bal gopal ki krupa... favourite dialogue of rajshri.... bus ab baal gopal ki krupa se sub kuch acha huaaa...