subah 6 baje ka puja, 6:30 baje ki chai, then morning walk....din bhar kaam kaam n kaam..achaar papad banana, rasoi dekhna, shaam ki chai pakora, raat ka khana dekhna, then thak haarkar jaldi sona...n is beech mein maa aa jayegi, Maa bula rahi hai, rashmi ka pachad pachad....