yeh shaurya itna ruk rukkar kyun hasta hai yaar...?? use abhi bhi yakeen nahi hai kya?? ek DNA test karwana hoga lagta hai...😆 😆 Varsha ko dekha? cushion lekar aa gaui mirror ke saamne..n Shaurya saying ki rehne do abhi aisa hi toh hoga..🤣 toh kya jab tak tummy bahar nahi ata ahse will roam with that cushion on?? 😆 😆
😆😆😆 ghumne do aise hi... sirf humare saamne mat aao baba... meherbani hogi... high level k pakao log hai baba... varsha yedi akshi ko kyu nahi boli tat thy hav hidden truth frm maheshwari khandaan???
89