Let's dedicate songs for last episode of Yeh Pyaar Nahi Toh Kya Hai - Page 2

Created

Last reply

Replies

30

Views

1.4k

Users

9

Likes

59

Frequent Posters

bristimonalisa thumbnail
18th Anniversary Thumbnail Navigator Thumbnail
Posted: 7 years ago
#11
Kiska Chehra Ab Main Dekhoon

Chaand bhi dekha
Phool bhi dekha
Baadal bijli titli jugnu
Koi nahin hai aisa
Tera husn hai jaisa

Meri nigaah ne ye kaisa khwaab dekha hai
Zameen pe chalta hua mahathab dekha hai

Meri aankhon ne chuna hai tujhko duniya dekhkar
Kiska chehra
Kiska chehra ab main dekhoon
Tera chehra dekhkar
Meri aankhon ne chuna hai tujhko duniya dekhkar

Neend bhi dekhi
Khwaab bhi dekha
Choodi bindiya darpan khushboo
Koi nahin hai aisa
Tera pyaar hai jaisa

Rang bhi dekha
Roop bhi dekha
Rasta manzil saahil mehfil
Koi nahin hai aisa
Tera saath hai jaisa

Bahut khoobsuat hai aankhein tumhaari
Bana dijiye inko kismat hamari
Usay aur kya chaahiye zindagi mein
Jise mil gayi mohabbat tumhari
bristimonalisa thumbnail
18th Anniversary Thumbnail Navigator Thumbnail
Posted: 7 years ago
#12
Lag ja gale phir yeh hasi raat ho Na ho
Shaayad ish janam me mulakaat ho na ho

Humko mili hai aaj yeh ghariya nasib se
Jee bhar ke dekh lijiye humko kareeb se
Phir aap ke naseeb me yeh baat ho Na ho
Phir ish janam me mulakaat ho Na ho

Paas aayiye ke hum nehi aayenge baar baar
Baahe gale me daal ke hum ro le jhaar jhaar
Aankhon se Phir yeh pyaar ki barsaat ho Na ho
Shaayad ish janam me mulakaat ho Na ho

Lag ja gale Ke phir yeh hasi raat ho Na ho..
Raijeera thumbnail
13th Anniversary Thumbnail Rocker Thumbnail Visit Streak 30 Thumbnail
Posted: 7 years ago
#13
Kabhi yun bhi to ho...
Dariyaa kaa saahil ho, poore chaand ki raat ho
Aur tum aao
Kabhi yun bhi to ho...
Pariyon ki mahfil ho, koi tumhaari baat ho
Aur tum aao
Kabhi yun bhi to ho...

Kabhi yun bhi to ho
Ye naram mulaayam thandi havaayen
Jab ghar se tumhaare guzaren, tumhaari Khushboo churaayen
Mere ghar le aayen
Kabhi yun bhi to ho...

Sooni har mahfil ho, koi naa mere saath ho
Aur tum aao
Kabhi yun bhi to ho...

Kabhi yun bhi to ho

Ye baadal aisaa toot ke barse
Mere dil ki tarah milne ko, tumhaara dil bhi tarse
Tum niklo ghar se
Kabhi yun bhi to ho...
Tanhaai ho dil ho, boonde hon barsaat ho aur tum aao
Kabhi yun bhi to ho...
Dariyaa kaa saahil ho, poore chaand ki raat ho
Aur tum aao
Kabhi yun bhi to ho...
LIKEDMG thumbnail
16th Anniversary Thumbnail Sparkler Thumbnail Networker 1 Thumbnail
Posted: 7 years ago
#14
din sara gujara tore angana, abb jane de mujhe more sajana
mere yar shabba khair - (2)
ho mere yar shabba khair, mere yar shabba khair
aasan hai jana mehfil se, ho kaise jaoge nikal kar dil se
mere yar shabba khair - (2)
hoye mere yar shabba khair, mere yar shabba khair

o dilbar dil toh kahe teree raho ko rok lu mai - (2)
aayi birha kee rat abb batlade kya karu mai - (2)
yad aayengi yeh bate tumhari, tadpegi mohabbat hamari
mere yar shabba khair - (2)
hoye mere yar shabba khair, mere yar shabba khair
din sara gujara tore angana, abb jane de mujhe more sajana
mere yar shabba khair - (2)
ho mere yar shabba khair, mere yar shabba khair
LIKEDMG thumbnail
16th Anniversary Thumbnail Sparkler Thumbnail Networker 1 Thumbnail
Posted: 7 years ago
#15

Originally posted by: Veda1125

@britsmonalisa,

Abhi na jao...is my favorite Rafi song❤️


This one is my first choice
Raijeera thumbnail
13th Anniversary Thumbnail Rocker Thumbnail Visit Streak 30 Thumbnail
Posted: 7 years ago
#16
Lag Ja Gale Ki Phir Ye Hasin Raat Ho Na Ho
Shaayad Phir Is Janam Men Mulaaqaat Ho Na Ho
Lag Jaa Gale ...

Ham Ko Mili Hain Aaj, Ye Ghadiyaan Nasib Se
Ji Bhar Ke Dekh Lijiye Ham Ko Karib Se
Phir Aap Ke Nasib Men Ye Baat Ho Na Ho
Shaayad Phir Is Janam Men Mulaaqaat Ho Na Ho
Lag Jaa Gale ...

Paas Aaiye Ki Ham Nahin Aaenge Baar-Baar
Baahen Gale Men Daal Ke Ham Ro Le Zaar-Zaar
Aankhon Se Phir Ye Pyaar Ki Barasaat Ho Na Ho
Shaayad Phir Is Janam Men Mulaaqaat Ho Na Ho
LIKEDMG thumbnail
16th Anniversary Thumbnail Sparkler Thumbnail Networker 1 Thumbnail
Posted: 7 years ago
#17
For Namit

O janewale ho sake toh laut ke aana
O janewale ho sake toh laut ke aana
Yeh ghat too yeh bant kahi bhul naa jana
Janewale ho sake toh laut ke aana
Raijeera thumbnail
13th Anniversary Thumbnail Rocker Thumbnail Visit Streak 30 Thumbnail
Posted: 7 years ago
#18

Ab ke hum bichhde bichhde bichhde
To shayad kabhi khwaabon mein mile
Jis tarah sookhe huye
Phool kitaabon mein mile


Dhoond ujde huye ujde
Logon mein wafa ke moti
Yeh khazane tujhe
Mumkin hai kharabon mein mile

Ab ke hum bichhde
To shayad kabhi khwaabon mein mile

Tu khuda hai na mera
Ishq farishton jaisa jaisa
Dono insaan hain to
Inum itne hijaabon mein mile

Ab ke hum bichhde
To shayad kabhi khwaabon mein mile

Gham-e-duniya bhi
Gham-e-yaar mein shaamil kar lo
Nasha behta hai sharaabon
Mein to sharabon mein mile

Ab ke hum bichhde
To shayad kabhi khwaabon mein mile
Ab ke hum bichhde.

LIKEDMG thumbnail
16th Anniversary Thumbnail Sparkler Thumbnail Networker 1 Thumbnail
Posted: 7 years ago
#19
To all my lovable forumis

Hum, rahen ya na rahen kal
Kal yaad aayenge ke ye pal
Pal, ye hain pyar ke pal
Chal, aa mere sang chal
Chal, soche kya
Chhoti si, hai zindagi
Kal, mil jaaye to hogi khush-naseebi
Hum rahen ya na rahen yaad aayenge ye pal
Hum rahen ya na rahen kal
Kal, yaad aayenge ye pal
Pal, ye hain pyar ke pal
Chal, aa mere sang chal
Chal, soche kya
Chhoti si, hai zindagi
Kal, mil jaaye to hogi khush-naseebi
Padmajaan thumbnail
16th Anniversary Thumbnail Voice of India 2024 Participant Thumbnail + 5
Posted: 7 years ago
#20

Originally posted by: bristimonalisa

Aaj jaane ki zid na karo
Yunhi pehloo mein baithe raho
Aaj jaane ki zid na karo
Hai mar jaayenge, hum to lut jaayenge
Aisi baatein kiya na karo
Aaj jaane ki zid na karo

Tum hi socho zara, kyun na roke tumhe
Jaan jaati hai jab uth ke jaate ho tum
Tumko apni qasam jaan-e-jaan
Baat itni meri maan lo
Aaj jaane ki zid na karo
Yunhi pehloo mein baithe raho
Aaj jaane ki zid na karo

Waqt ki qaid mein zindagi hai magar
Chand ghadiyan yehi hain jo aazad hain
Inko khokar mere jaan-e-jaan
Umr bhar na taraste raho
Aaj jaane ki zid na karo

Kitna maasoom rangeen hai yeh sama
Husn aur ishq ki aaj mein raaj hai
Kal ki kisko khabar jaan-e-jaan
Rok lo aaj ki raat ko
Aaj jaane ki zid na karo
Yunhi pehloo mein baithe raho
Aaj jaane ki zid na karo


I adore this song and sing it ever so often!

Thanks Brishti for this thread. Have just come back from work. Otherwise would have participated

Related Topics

Top

Stay Connected with IndiaForums!

Be the first to know about the latest news, updates, and exclusive content.

Add to Home Screen!

Install this web app on your iPhone for the best experience. It's easy, just tap and then "Add to Home Screen".