Padmajaan thumbnail
16th Anniversary Thumbnail Voice of India 2024 Participant Thumbnail + 5
Posted: 7 years ago
#1
This is the second of a series of threads.
It's fairly simple.

Suggest a song that aptly captures the essence of Siddhant Sinha's character and explain why you chose this particular song.
Edited by Padmajaan - 7 years ago

Created

Last reply

Replies

25

Views

1.1k

Users

12

Likes

37

Frequent Posters

war_is_peace thumbnail
12th Anniversary Thumbnail Sparkler Thumbnail + 2
Posted: 7 years ago
#2
Hum thhe woh thi
aur sama rangin
samaj gaye naa
jaana thaa japan
pahoonch gaye cheen
samaj gaye naa..😆

kyuki yehi hua sid ke saath😆 woh tha anu thi and mr ko technologically speed mein pohochna thha par bichaara grey market mein land ho gaya 😆😛 🤣
Padmajaan thumbnail
16th Anniversary Thumbnail Voice of India 2024 Participant Thumbnail + 5
Posted: 7 years ago
#3

Originally posted by: war_is_peace

Hum thhe woh thi

aur sama rangin
samaj gaye naa
jaana thaa japan
pahoonch gaye cheen
samaj gaye naa..😆

kyuki yehi hua sid ke saath😆 woh tha anu thi and mr ko technologically speed mein pohochna thha par bichaara grey market mein land ho gaya 😆😛 🤣


🤣
Meher_ thumbnail
13th Anniversary Thumbnail Rocker Thumbnail
Posted: 7 years ago
#4
Ab na mujhko yaad beeta
Main toh lamhon mein jeeta
Chala ja raha hoon
Main kahaan pe ja raha hoon...
Kahaan hoon?

Iss yaqeen se main yahan hoon
Ki zamana yeh bhala hai
Aur jo raah mein mila hai
Thodi door jo chala hai
Woh bhi aadmi bhala tha
Pata tha...
Zara bas khafa tha
Woh bhatka sa raahi mere gaanv ka hi
Woh rasta puraana jisey yaad aana
Zaroori tha lekin jo roya mere bin
Wo ek mera ghar tha
Puraana sa darr tha
Magar ab na main apne ghar ka raha
Safar ka hi tha main safar ka raha

For his Beautiful journey full of ups and down ❤️


adits7 thumbnail
16th Anniversary Thumbnail Stunner Thumbnail + 5
Posted: 7 years ago
#5
Padma can i post more than one for siddhant...hv few more in mind...

Anyway the first one out of dos...reasons...coz he is our hero...2nd he ws going theu so much pain still he had anushka in his mind n heart..but just couldnt express for long...though he wanted anushka to understand dos unsaid feelings...also coz he always safeguarded her no matter what..😳

Aankhon Ke Panno Pe
Maine Likha Tha Sau Dafaa
Lafzon Mein Jo Ishq Tha
Huya Naa Hothon Se Bayaan
Khud Se Naraaz Hoon
Kyun Be-Aawaaz Hoon
Meri Khamoshiyan Hain Sazaa
Dil Hai Yeh Sochta
Phir Bhi Nahi Pataa
Kis Haq Se Kahun Bataa
Main Hoon Hero Hero Tera
Raahon Mein Bhi, Har Kadam
Main Tere Saath Chala
Haathon Mein They Ye Haath Magar
Phir Bhi Rahaa Faasla
Seene Mein Hain Chhupe
Ehsaas Pyaar Ke
Bin Kahey Tu Sun Le Zaraa
Dil Hai Yeh Sochta
Phir Bhi Nahi Pataa
Kis Haq Se Kahun Bataa
Ke Main Hoon Hero Tera
Teri Wajah Se Hai Mili
Jeene Ki Sab Khwahishein
Paa Loon Tere Dil Mein Jagah
Hai Yeh Meri Koshishein
Main Bas Tera Banu
Bin Tere Naa Rahun
Maine Toh Maangi Hai Yeh Duaa
Dil Hai Yeh Sochta
Phir Bhi Nahi Pataa
Kis Haq Se Kahun Bataa
Ke Main Hoon Hero Tera ...
Edited by adits7 - 7 years ago
Raijeera thumbnail
13th Anniversary Thumbnail Rocker Thumbnail Visit Streak 30 Thumbnail
Posted: 7 years ago
#6
Ae Zindagi Gale Laga Le
Ae Zindagi Gale Laga Le
Hum Ne Bhi Tere Har Ik Gam Ko
Gale Se Lagaya Hai
Hai Na

Hum Ne Bahane Se Chhup Ke Jamane Se
Palkon Ke Parde Main Ghar Bhar Liya

Tera Sahara Mil Gaya Hai Zindagi
La La Lala La La Lala La La La
Tera Sahara Mil Gaya Hai Zindagi

Ae Zindagi Gale Laga Le
Ae Zindagi Gale Laga Le


Chhota Sa Saya Tha Aakhon Main Aaya Tha,
Humne Do Boondon Se Mann Bhar Liye

Humko Kinaara Mil Gaya Hai Zindagi
La La Lala La La Lala La La La
Humko Kinaara Mil Gaya Hai Zindagi

For him learning life and accepting the way it is and figuring out what he wants from life
LIKEDMG thumbnail
16th Anniversary Thumbnail Sparkler Thumbnail Networker 1 Thumbnail
Posted: 7 years ago
#7
Tere Chehre Se Nazar nehien Hatthi
Nazare hum kya dekhe
Tujhe milke bhi piyas nehien ghat thi
Nazare hum kya dekhe
Padmajaan thumbnail
16th Anniversary Thumbnail Voice of India 2024 Participant Thumbnail + 5
Posted: 7 years ago
#8

Originally posted by: LIKEDMG

Tere Chehre Se Nazar nehien Hatthi
Nazare hum kya dekhe
Tujhe milke bhi piyas nehien ghat thi
Nazare hum kya dekhe


👏 👏 👏 👏 👏
adits7 thumbnail
16th Anniversary Thumbnail Stunner Thumbnail + 5
Posted: 7 years ago
#9
Updated my post...do chk
Padma can upload mre den one..

N after this plz ooen one song thread for Sidhuska.

...n kapur bhi agar activity badhani ho toh😆
Edited by adits7 - 7 years ago
Padmajaan thumbnail
16th Anniversary Thumbnail Voice of India 2024 Participant Thumbnail + 5
Posted: 7 years ago
#10
Anushka to Sid
Ankhiyo ke jharoko se maine dekha jo sanware
Tum dur najar aaye badi dur najar aaye
Band karke jharoko ko jara baithee jo sochne
Mann me tumhi muskaye
Ankhiyo ke jharoko se

Ek mann tha mere pas, woh abb khone laga hai
Pakar tujhe hai mujhe kuchh hone laga hai
Ek tere bharose pe sab baithi hu bhul ke
Yuhi umar gujar jayey tere sath gujar jayey
Ankhiyo ke jharoko se

Related Topics

Top

Stay Connected with IndiaForums!

Be the first to know about the latest news, updates, and exclusive content.

Add to Home Screen!

Install this web app on your iPhone for the best experience. It's easy, just tap and then "Add to Home Screen".