jaana zindagi se na jana
pyar ka yeh khazana lut na jaye kahin...
jaana hum rahenge tumhare
hain jab tak sitaray, hai jab tak zameen...
duniya sari dekar lelu main ek tera pyar,yeh pyar
saathi ho jo tere jaisa kya karna sansar, sansar
zameen hai kya? jo tu kahe
main chand pe... tere saath chalu
o o o jaana zindagi se na jana
pyar ka yeh khazana lut na jaye kahin
jaana... hum rahenge tumhare
hain jab tak sitaray, hai jab tak zameen
mere jeevan main tere geeton ki jhankar, jhankar
tere sang main angaron par chalne ko tayyar, tayyar
tum dur ho hazar ghum
tum paas ho to... mujhe har khushi
o o o jaana zindagi se na jana
pyar ka yeh khazana loot na jaye kahi
jaana hum rahenge tumhare
hain jab tak sitarein, hain jab tak zameen
jaana ho o o jaana
jaana ho o o jaana
jaana