Aru isnt able to understand what happened to Mukhi suddenly.
Here she wants to confess her feelings & there he is talking of taking divorce.
Aru thinks "Aaj toh Dukhi Mukhi ko Gourani ko saaf saaf jawaab dena hi hoga"
.Aru in angry bird mode goes to Mukhi who is busy doing panchayat document work.
Aru feels half her anger leaving her at seeing him.
Aru "Kaam mein busy hai aur yahan main...".
Aru dreams...
Aru "Mukhiji aapse baat karni hai".
Mukhiji "haan bolna".
Aru goes & closes the file he was working on.Mukhi gets up & comes to her.
Mukhi "kya bolna chahti haan"
Aru "Are sawaal hai ki aap sunna chahte hain ya nahi" "bahut akad aa gayi hai ?" "aise toh bada gyaan batate ho ...Mishri Deep ko toh keh rahe the pyaar se baat sawarti hai takraar se bigadti hai... pyaar.. pyaar iss shabd ko kabhi jiya hai kya?"
Mukhi "Gourani seedhe baat pe aana mera magaj kyun kharab kar rahi hai"
Aru "Seedhi baat haan ?? baat toh bahut seedhi hai aap hai tedhe hain"
Aru holds his kurta collar &"shakes him (lol like just after dharmshala thief drama) .
Aru "Ek din aapne mujhe galati se chor samjha tha par chori toh aapne bhi ki hai"
Mukhi "Ae Gourani mujhe kitna hilayegi haan"
Aru "Mujhe joh hilla rakha uska kya aapne jo chori ki uska kya"
Mukhi "Dekh toh mujhpe ilzaam laga rahi hai"
Aru "Dil ...dil churaya mera ...Dukhi Mukhi" "Meri yahan chain chhin gaya aur khud yahan shaanti se kaam kar rahe ho".
Aru "Aur yeh talaak talaak kya laga rakha hain haan?? "
She releases him & goes to take divorce papers.
Mukhi "Maari baat sun".
Aru "Bada talaak chahiye par achhe se samajh lo Dukhi Mukhi tumhe Aru se chhutkara nahi milne wala main door rahun ya paas,... Ahmedabaad ya Amboli hamesha ke liye alag hone se toh hum rahe".
She tears & then shoves divorce papers in his mouth.
She smiles satisfied.