IshRa SS:Mere dil ko tere dil ki zarurat hai part 2 on page13 - Page 10

Created

Last reply

Replies

116

Views

7.1k

Users

27

Likes

256

Frequent Posters

Priyanka7080 thumbnail
8th Anniversary Thumbnail Rocker Thumbnail + 3
Posted: 7 years ago
#91

Originally posted by: Divanru

Lovely start.

Mihika is a nice girl , she is a support for ishita .
Ishita don't wanted to marry while Raman just agreed because of his parents .
Ishita didn't hided anything and told about her bitter past to him
Raman too told her about his deceased wife .
He want some time to decide while Amma started cursing her .
Want to see how ishra end up together .
Updt next soon


Thanks di
Glad you like it
Will Update soon
Priyanka7080 thumbnail
8th Anniversary Thumbnail Rocker Thumbnail + 3
Posted: 7 years ago
#92

Originally posted by: Ishra2015

Beautiful Update

Poor ishita
Ramans first wife dead
Update soon
Sorry for late comments


Thanks dear
Glad you like it
Will Update soon
Priyanka7080 thumbnail
8th Anniversary Thumbnail Rocker Thumbnail + 3
Posted: 7 years ago
#93

Originally posted by: DikshaN

congratulations for the new story
very interesting prologue
poor ishu Mrs iyer is rude
even Raman doesn't want to get married but toshiji emotionally blackmailed him into meeting the girl


Thanks dear
Glad you like it
Edited by Priyanka7080 - 7 years ago
Priyanka7080 thumbnail
8th Anniversary Thumbnail Rocker Thumbnail + 3
Posted: 7 years ago
#94

Originally posted by: DikshaN

part1
fabulous update
feeling so bad for ishita
Mrs Iyer is cruel it was her mistake becoz of which ishus life got spoilt and still she is blaming ishu
mihika is a sweet heart
Raman was lost in ishus beauty
he told her about his past and she for the first time shared her pain with someone
Raman wants time to decide about getting married
continue soon


Thanks dear
Glad you like it
Will Update soon
Priyanka7080 thumbnail
8th Anniversary Thumbnail Rocker Thumbnail + 3
Posted: 7 years ago
#95

Originally posted by: akriti154

Wonderful start

Ishra r divorcees
Luvd their conversation
Her amma us rude
Waiting 4 raman decision
Continue soon
Thanks 4 pm


Thanks dear
Glad you like it
Will Update soon
Priyanka7080 thumbnail
8th Anniversary Thumbnail Rocker Thumbnail + 3
Posted: 7 years ago
#96
Part=2

Bhalla's return home raman was going to his room toshi ji stopped him

T: Raman puttar tumne aisa kyu kiya? Itni achi ladki thi tum

R: maa please aapne promise kiya tha aap mujhe force nahi karoge mujhe bas thoda time do sochne ka please

Mr bhalla: toshi ji aap usko force maat karo raman tujhe sochne ka time chaiye naa toh lelo time mujhe umeed hai ki iss baar tum sab soch ke acha faisla hi loge

R: don't worry papa i will tell you my decision soon

Saying so he went to his room he closed the door and start thinking about all the happenings he was thinking about ishita's words her pain

R: kitni ajeeb baat hai mujhe hamesha lagta tha ki sirf mai hi hoon jisko itni taklif hai mujhse zada unlucky koi nahi ho sakta par aaj pata chal raha hai ki mujhse zada bhi taklif mai koi hai iss duniya mai maine toh sirf apna life partner khoya hai par ishita uska life partner hote hue bhi usko itna dard sehna par raha hai kitna dard tha uski aankho mai

Ishita's face was coming in front of her eyes again and again

R: i think mujhe ye rishte ke liye mana kar dena chaiye ishita pehle hi itna kuch bardash kar chuki hai agar meri shadi ishita se hoti hai toh wo kabhi kush nahi reh payegi mai kabhi bhi usko wo pyar wo jagah nahi de paauga jo wo deserve karti hai mujhe koi haak nahi banta uski life barbad karne ka

He was lost in his thoughts when toshi ji comes there

T: raman

R: maa aap phir se wo sab puchne aayi hai naa

Toshi ji come and sit near him

T: mai tumhe haa bolne ke liye force karne nahi aayi bas itna samjhane aayi hoon ek maa hone ke naate ki tumhe ishita se achi ladki nahi mil sakti aaj tak bhot ladkiya dekhi tere liye par ishita jaisi kabhi nahi dekhi

She said raman was listing to her silently he keep his head in her lap she caresses his head lovingly

T: mai jaanti hoon tu ab bhi sab bhool nahi paya par puttar tu kab tak aise hi apne past ki wajeh se apna present and future barbad karta rahega? Jo ho gya usko koi nahi badal sakta zindagi kabhi kisi ke liye nahi rukti

R: maa mai aapki baat samjh raha hoon par mai shadi karke kisi ki life khrab kyu karu? Mujhe lagta hai mai kabhi bhi kisi ko pyar nahi kar paauga jisse bhi meri shadi hogi usko kush nahi rakh paauga

T: nahi raman tum galat soch rahe ho tum jiss bhi ladki se shadi karoge wo bhot lucky hogi har insan ko life partner ki zaroort hoti hai kal ko humko kuch ho gya toh tum akele kaise zindagi katoge? Tumhare bhai behan apni life mai aage badh jayege mai chati hoon ki teri life mai bhi koi aisa ho jo tera saath de sake aur mujhe pura vishwas hai tu apni biwi ko zindagi bhar kush rakhega

R: par maa

T: dekh puttar ye sab mai tere bhale ke liye bol rahi hoon ek taraf tu hai jissne apni biwi ko kohya hai ek taraf ishita hai jiska pati usko chod ke chala gya tum dono ke dil mai ek hi dard hai tum dono ka dil toota hai aur jab do toote dil judte hai toh usse ek naye aur mazboot rishte ki shuruwat hoti hai tum dono se acha ek dusre ka dard koi nahi samajh sakta tum dono ek dusre ke dard ko kaam kar sakte ho mera vishwas karo raman tum dono ek dusre ke liye perfect ho

She said making him think

T: mai tumhe force nahi karugi ye tumhari life ka faisla hai par ek baar meri baat pe dhyan zaroor dena aur wahi karna jo tumhara dil tumse kahege mujhe vishwas hai tum jo faisla loge wo thik hi hoga abhi mai chalti hoon tu bhi aaram kar

Raman nodded and toshi ji leaves from there he was thinking about toshi ji's words he was confused with his heart and mind he want to move on in his life but his mind was still stuck in his past he remember how ishita told her about her past her innocence face was coming in front of his eyes again and again

R: kitni ladkiyo se milvya maa ne aaj tak par ishita jaisi ladki pehle nahi dekhi wo chati toh mujhse sach chupa sakti thi itna ameer aur successful ladke ka rishta toh koi aur ladki hoti toh accept kar leti par wo alag hai aur sabse badi baat meri tarah uski kismat ne bhi usko bhot dukh diya usse zada mera dard koun samajh payega? Kya maa thik bol rahi thi mai shadi ke liye haa kar du? But i can't overcome from my past

He closed his eyes not able to decide anything he think whole night and finally fall asleep

Next morning

Raman get ready for office still thinking about his final decision after getting ready he come out and join his parents on dining table for the breakfast toshi ji and mr bhalla were looking at him

R: mai jaanta hoon aap meri aur aise kyu dekh rahe ho? Aap mere jawab ka wait kar rahe ho maa papa aap jaante ho ye meri life ka itna bada decision hai mai abhi tak tisha ko nahi bhool paya puri tarah se

Mr bhalla: it's ok beta tumhe hum force toh nahi kar sakte mai mr iyer ko phone karke mana kar duga

T: haa puttar hum toh bas tujhe kush dekhna chate hai tera ye haal humse dekha nahi jaata par life teri hai hum tujhe force nahi kar sakte teri zabrdasti shadi kar bhi de par kal ko tu kush hi naa reh saka toh kya fayda?

R: maa papa am very lucky ki aap mere parents ho you both are so understanding par iss baar maine bhot socha maa aapki baatien sunke mujhe realise hua ki aap apni jagah bilkul sahi ho jo chala gya uske baare mai soch ke life mai aage nahi badh sakte maine bhot socha aur decide kiya ki mai iss shadi ke liye ready hoon i have no objection kal ishita se milne ke baad mujhe bhi aisa hi laga ki wo mere liye sahi hai

He said making his parents super happy

T: tu sach keh reha hai puttar?

Raman nodded

T: bhalla ji aapne dekha raman maan gya mai jaanti thi mera puttar zaroor maan jayega bhalla ji aap jaldi se mr iyer ko phone karke bata do

R: nahi papa abhi nahi iss se pehle aap unko kuch bhi kahe mai ek baar ishita se milna chata hoon mai nahi chata ki wo force hoke shadi ke liye haa bole pehle bhi uske saath jo kuch hua mai nahi chata meri wajeh se wo hurt ho agar wo shadi karne ke liye ready hai toh mujhe bhi koi problem nahi hai aap bas ek baar mujhe ishita se baat karne do mai khood sab clear karna chata hoon aakhir ye hamari life ka sawal hai

T: par puttar

Mr bhalla: raman thik keh raha hai toshi ji ek baar raman ko ishita se milke baat kar leni chaiye ye ishita ki bhi zindagi ka sawal hai toh usko bhi apna faisla lene ka haak hai

T: thik hai jaisa aapko thik lage

Mr bhalla: raman tu chinta naa kar mai mr iyer se baat karta hoon tum ishita se kahi bahar coffe shop pe hi mil lena tum dono ko akele mai baat karni hogi

R: ji papa thank you aaj office mai urgent meeting hai aap please sham ka time de dena aur mujhe bata dena mai chala jaauga

Mr bhalla: thik hai puttar

After having breakfast raman went to office

In iyer house

Ishita woke up late she saw the time and get shocked

I: itna time ho gya mai itni der soti rahi oh no aaj mai clinic ke liye late ho jaaugi

She said and went to freshen up soon she get ready to go to clinic she come out of room and went out she heard sound of mr and mrs iyer fighting in their room she went to wards there room to check

Mrs iyer: tumhe bas apni uss beti ki pari hai mihika bhi tumhari beti hai itna maat bhoolo

Mr iyer: jaanta hoon mujhe bhi mihika ki utni hi fikar hai mere liye ishu aur mihiku dono brabar hai

Mrs iyer: agar itni fikar hoti naa toh tum mihika ke liye zaroor kuch karte par tumhe sirf ishita ki fikar hai uski wajeh se mihika ki shadi nahi ho rahi

Mr iyer: jo kuch hua usms ishu ki kya galti hai?

Mrs iyer: uski galti ye hai ki wo tumhari beti hai tumhe uske aage kuch nahi dikhta maine soch liya hai hum ishu ki shadi mr parkash ke bete se karva dugi ek baar uski shadi ho gayi toh mihika ki bhi shadi ho jayegi ache ghar

Mr iyer: have you lost it tumhe pata hai jiss ladke ki tum baat kar rahi ho wo ishu se 12 saal bada hai uska do baar divorce ho gya hai aur itne bade bache hai wo ladka bilkul bhi sahi nahi hai mai apni beti ko uss narak mai dobara nahi bhejne wala aur abhi mr bhalla ka koi jawab nahi aaya mujhe vishwas hai ki wo shadi ke liye maan jayege

Mrs iyer: agar unko rishta manzoor hota toh wo kal aise nahi jaate iska matlab saaf hai wo ye rishta nahi karna chate agar ishita ki shadi zindagi bhar naa hogi toh meri beti zindagi bhar aise hi rahegi ishita ki wajeh se mihika ki zindagi mai barbad nahi hone dugi

Mr iyer: tum kyu ishita se itni nafrat karti ho wo tumhari beti hai tum jaanti ho uske saath kya hua aur uski zimedar bhi tum ho tumne ishu ko force kiya tha wo shadi karne ke liye

Mrs iyer: ab tum mujh pe ilzam laga rahe ho tumhe bas apni beti ki chinta hai meri aur mihika ki fikar nahi hai tumhe zindagi barbad kar rakhi hai tumhari ladli ne hamari manhoos hai wo hum sabke liye

Mr iyer: just shut up bkwas band karo apni

Ishita listen all this standing on the door her eyes filled with tears she went to her room crying she sit on the floor and breaks down

I: kyu murgan kyu mere saath aisa kyu ho raha hai? Aisi kya galti ki hai maine jitni kossish karu kisi ko dukh naa doon utna hi meri wajeh se sab dukhi hote hai aaj phir amma appa lad rahe hai meri wajeh se meri wajeh se mihika se shadi karne ko koi tyar nahi hoga meri wajeh se amma appa ki itni insult ho chuki hai mai kyu kisi ko kush nahi rakh paati?

She said in broken voice and cries hugging her kness

I: amma bilkul thik kehti hai mai manhoos hoon pehle meri amma mujhe chod ke chali gayi meri wajeh se amma appa hamesha ladte rehte hai shadi ke baad bhi mere saath itna bura hua koi mujhse shadi karne ko tyar nahi hai amma appa ki insult hui meri wajeh se sab meri wajeh se agar mai hi naa rahu toh sab thik ho jayega sab kush ho jayege

She wipes her tears

I: haa ab mai amma appa par aur bhoj nahi banugi mere rehte hue kuch thik nahi hoga

She said and got up she open the drawer and start throwing things out she find blade and pick it tears start flowing from her eyes

I: i am sorry appa am sorry mihiku par mujhe ye karna hoga ab mai aur bardash nahi kar sakti aisi zindagi se maut achi hai

She closed her eyes and remember all sweet and bitter moments of her life her she take blade in her hand near her wrist to slit her wrist she take a deep breeth and slit her wrist she closed her eyes feeling immense pain while her hand start bleeding she start feeling dizzy and fall unconscious on the floor

P. S: please guys do like and comment will wait for your review


ThunderCat783 thumbnail
7th Anniversary Thumbnail Explorer Thumbnail
Posted: 7 years ago
#97
superb part
continue soon
Priyanka7080 thumbnail
8th Anniversary Thumbnail Rocker Thumbnail + 3
Posted: 7 years ago
#98
updated next part please have a look
ishrarudi06 thumbnail
8th Anniversary Thumbnail Visit Streak 30 Thumbnail Voyager Thumbnail
Posted: 7 years ago
#99
Superb update
Plz update soon
Twinklesolanki thumbnail
11th Anniversary Thumbnail Rocker Thumbnail
Posted: 7 years ago
Super amazing update
Love ishra
Continue soon
N
Thanks for the pm









-TWINKLE

Related Topics

Ye Hai Mohabbatein thumbnail

Posted by: Im_sherlock · 6 months ago

On the show, we all know how Raman tried to give hints to Ishita about his feelings and desires, by keeping a box of condoms in her drawer. An...

Expand ▼
Ye Hai Mohabbatein thumbnail

Posted by: ChanChanMan · 4 years ago

I dare you to post a thing about anyone other than DivAn.

Expand ▼
Ye Hai Mohabbatein thumbnail

Posted by: Devanshi14 · 5 months ago

Chapter # 01 Title: “Pehli Baar Ishq Hua” Raman and Ishita had been married for months now—contractually, yes—but slowly, silently, love had...

Expand ▼
Ye Hai Mohabbatein thumbnail

Posted by: Im_sherlock · 5 months ago

It was one of those rare calm nights in Delhi, the kind that carried a soft breeze, the scent of blooming mogra, and a strange kind of silence...

Expand ▼
Ye Hai Mohabbatein thumbnail

Posted by: Manan_Pani_fan · 8 months ago

Exclusive:; Harshad Chopda and Shivangi Joshi likely to play leads The Sony TV show produced by Balaji Telefilms has seen major developments...

Expand ▼
Top

Stay Connected with IndiaForums!

Be the first to know about the latest news, updates, and exclusive content.

Add to Home Screen!

Install this web app on your iPhone for the best experience. It's easy, just tap and then "Add to Home Screen".