bechara raman ek hi din me kya kya hogaya hai uske saath
ladki jisse woh pyar kartha hai usne tuk ra diya gar gaya tho uska kudh ki maa ne doka diyaa
heart attack wali drama karke shagun se sadhi ke liye raaji kiya
waha ishu jiske liya barso se intejaar kar rahi thi woh kudh aake propose kiya aur usko yeh hi patha nahi ki jis pathi ke liye woh ram ko mana kiya woh kudh uska patgi raman hai yeh kya khel kel rahi hai jindagi ishu ke saath
very emotional update
continue soon
9