Par plz aisa mat dikhana sawal chatacter butchering ka ho na ho.zyada ek social msg ka hai.maine requestt karna chod diya tha .par aaj karti hoon.sincierly karti hoon.isliye ki meri cousin bua effect hui thi.though meri family jyada effect nahin hui thi.par aaj bhi jab bua ko dekhte hai ya yaad karte hai rounte khade ho jate hai
.dimaag gusse mein aur dil rone par aata hai.hamari yeh halat hai tho bua ke gharwalo ki kya hogi.phupaji ki and khud bua ji ki kya pata nahin.soch nahin paate samajh mein kya aayegi.forced marraige aciid attack ki wajah se.ya false and staged acid attack.plz plz acid attack victim ke dukho par mazak mat udana.yeh hi request hai.dekhna bandh karna ya pagaal cvs ki complain nahin.sirf ek req sicere wali.