sorry babes, i was doing some oder work simultaneously, though my IF tab is on. here u go:
Khamoshiyan gungunaane lagi
Tanhaaiyan muskuraane lagi
Dil ka yeh karwaan, yunhi tha rawaa dawaa
Manzil na humsafar, lekin main maherbaan
Teri voh ek nazar kar gayi asar
Duniya savar jaane lagi
Khamoshiyan gungunaane lagi
Tanhaaiyan muskuraane lagi
No need to apologise...
Fab song..was hoping I could post this one...one of my songs on repeat at the mo...
Khamoshiyan aawaaz hain
Tum sun'ne to aao kabhi
Chhukar tumhe khill jaayengi
Ghar inko bulaao kabhi
Beqarar hain baat karne ko
Kehne do inko zaraa..
Khamoshiyan.. teri meri khamoshiyan
Khamoshiyan.. lipti hui khamoshiyan
wow nice here mine
khamoshiyan awaz hai
gumsum mein to awo kabi
chukar tume kiljayegi
gar inke bulawo kabi
bekar hai baat karne ko
kehne ko zara khamoshiyan
teri meri khamoshiyan