Haseen Haseen Hai Yeh Zameen
Dhula Dhula Sa Hai Yeh Aasmaan
Tum Ho To Hai Yeh Samaa
Aur Kya, Aur Kya, Aur Kya, Aur Kya
Dhadak Raha Hai Dil Mera
Jhuki Jhuki Hai Palkein Yahan, Ho
Haan Haan Haan Haan Haan, Oh Ho
Jo Dil Mein Ho, Voh Keh Bhi Do
Ruki Ruki Si Hai Yeh Daastaan
Jazbaat Maange Jubaan
Aur Kya, Aur Kya, Aur Kya, Aur Kya