Everyone had a good time
Everyone enjoyed a lot
But there was no sign of Raman
Ishita kept on waiting
But he did not come
Everyone else left
Ishita was sitting on her couch sad angry dejected
Just then Raman walks in
He goes and sits on his bed
Ishita gets angry and goes and confronts Raman
She asks "aap kahan the aur aap party kyu nahi aaye "
Raman does not reply
She then says " pata hai Mani aur sabne aapko kitna miss kiya par aapko Kya aapko kisiki feelings ki kadar nahi bas apne bare main sochte hai "
Raman gives a tired smile and sighs
Raman then says "tumhare liye jo important log the woh sab waha the to meri Kya zaroorat "
Raman then says "isliye shayad tumhe pata hi nahi laga hoga main wahan nahi tha "
Ishita is shocked and says "ye Kya bakwas kar rahe ho "
Raman says "sach hi to keh raha hu party main sab the jo tumhare liye important hain Ruhi meri family tumhari family aur mani meri Kya zaroorat "
Ishita says with anguish "aap Aisa kaise soch sakte hai "
Raman then says "to aur Kya socho "
Raman continues "tum mujhe keh rahi thi na main tumhe samajta nahi hu well sach ho sakta hai par tumhe to main Nazar hi nahi aata "
Ishita is shocked and says "ye Kya keh rahe ho "
Raman says "baito aur socho Maine Aisa kyu kaha aur jiski madad Leni hai lo aur phir bhi jawab na mile to koi baat nahi aur waise main tumhe samajta nahi Hota na jo itne din se ho raha hai use home nahi deta "