Raman gets angry and is about to say something
When ishita starts laughing
Raman is stunned
Shagun gets perplexed
Raman asks "has kyu rahi ho "
Ishita asks "hasu nahi to kyu karu Aaj mujhe samaj aagaya sirf bacha paida Karne se koi maa nahi ban jata "
Ishita continues "aur Shagun toh us jaanwaro ki tarah hain jo ya to apne bacho ko chodh ke chali jaati hai ya apne fayde ke liye istimal Karti hai waise aapko pata hai Maine Shagun se maafi mangne par case wapas lene ki baat ki thi par usne mana kar diya tha "
Ishita says "ise acha mere jaisa hona hi theek hai Maine Ruhi ko janam nahi diya to Kya hua maa hone ka pyaar toh mujhe hi mil raha hai