Mr bhalla :Aaj court main jo hua acha nahi hua
Mr bhalla :Raman tumne Hume kahika na chodha
Mr bhalla:Aaj jo bhi hua uske baad Raman ka koi bharosa nahi woh aage jake Kya Kare
Mr bhalla:iske liye humne Faisla kiya hai
Mr bhalla:humne yeh ghar ishita ke naam kar diya
Mr bhalla :aur Maine aur toshiji ne Raman ki company main hamare naam ke shares ishita ke naam kar diye hai "
Both Raman and ishita are shocked
Ishita says "papaji iski Kya zaroorat hai "
Mr bhalla :puttarji main janta hoon tum financially aapna dhyan rakh sakti hoon par hamari bhi hamari beti ki aur koi zimmedari aur pyaar hai
Ishita :par papaji
Toshiji :agar tum hame apne maa Baap samaj ti ho to mana nahi karongi
Toshiji and ishita hug emotionally