hey logon yun na jhagdo,😡
Suspense ka muh to kholo!
Kaun banegi kiski sapno ki rani,😳
Intezar mein hai yeh DK dewani.
Bahoot hui yeh kahani,😭
lambi khinchgayi yeh dastan purani.
Ab aur na humein tarpao,😕
Samy dear a batane bhi to auo.
India Forum hai yeh, nahi hai chitahaar😔
jaha lagi rehti hai sponsers ki kattar
aur main program ho jata hai bekar.
Bas ab aur na satao,🤡
Chalo jaldi se batao.
Besabri Rang😳