Priya tum se jada bapu ko follow to kalyani kar rahi hein...usase kuch sikho ...usake pas tino bandar hein..ek shikhadhari kaka hein n ek nakchadha pati n ek 2 shikhadhari moksh.
Kalyani agar bapu ko follow karti hoti to ab tak aandolan chala deti
Rane Swara niwas chhodo
Angrezo ki tarah kabza kar liya AN par aur sabko tang kar rahe hai.
Ya fir apni cycle lekar aurangabad yatra par chali jati