Originally posted by: sanabmw
Of course hé suffer alot
Jab usko zarurat thi tab koi uske saath nahi tha..he lost his wife unborn child and father.
Nature death ho to sabar aajata hai but aise murder ho to kaise koi bhul sakta hai.that time jab koi saath nahi tha wo akela lada and apni jeet ke baad bhi usko sukoon nahi mila b/c uske andar ki sab feelings finish ho gayi thi.
He is like sab juthe hai fake hai and matlabi hai.Azlaan kabhi nahi samajh paya ke azka ki apni majburi thi that time they are all alone kya karti wo 3 ladies.
But after meeting with him in his office and Azlaan ne jaise azka ko jataya ke usne us par ehsaan kiya hai.azka ki self respect tut gayi thi .azka ne hamesha Azlaan ko Sunaya tha from first meeting but office me wo kuch nahi boli thi.and after that jab bhi Azlaan se mili hospital me wo kabhi palat ke jawaab nahi dee
Azka ne Azlaan ko ye realised karwaya ke neki kaise karte hai and karne ke baad kisi ko baar baar nahi batate ke aapne kya accha kaam kiya hai..this thing break Azlaan.Baki kaam kanwal bhabhi ne kar diya.Azlaan apni mom ke liye Itna worried tha ke usne nikaah ke time ye socha hi nahi ke azka kitna bada step le rahi hai apni life ke saath.
Even wedding night par bhi wo insult par insult karta raha but azka ne kuch nahi bola
Azka ne hospital se discharge hote time Azlaan ko cold shoulder diya b/c that time azka ko strong pretend karna tha Azlaan ke saamne .it’s not easy for her she value her nikaah but usko pata tha ke Azlaan use ab divorce ka bolega so usne pehle Bol diya.
And now sab Azlaan ko clear ho Gaya and Baki ka kaam prof Rehman kar dege and letters.I m sure letters padhkar Azlaan ko apne pyaar ka ehsaas hoga
742