Virendra realisation OS

pallavi_p28 thumbnail
Group Promotion 6 Thumbnail Visit Streak 30 0 Thumbnail Anniversary 3 Thumbnail
Posted: 3 years ago
#1

Pareshaan purvi jail me mukhi se milne jati hai. 

Pur: aap chinta mat kijiye, hum kuch bhi karke aapko bahar nikalenge. 

Veer: Purvi meri baat sun. Bacchon ko pata na chalna chahiye ki mai jail me hu. Ye unke liye accha na hai. 

Purvi haa me sir hilati hai aur wahan se chali jati hai. 

Purvi ne ek baat gaur ki k jab se v'day wali baat hui hai tab se mukhi pur ko bawri nahi purvi kahte hai. 

Ek samay tha jab pur veer ke muh se apna naam sunne ko tarasti thi. Per ab jab ye ho raha hai to use bilkul accha nahi lag raha tha. Aisa lagta hai mano mukhi ji kisi anjane ko bula rahe ho. Wo apnapan ab nahi rah gaya tha. 

Pur yogi ki madad se haryana ke sabse acche lawyers ko haweli bulati hai aur puri koshish karti hai ki mukhi jald se jald us jail se bahar nikle. Usne college jana bhi chod diya tha. Bacche, unka school, ghar, lawyer se meeting, mukhiji ki gairmaujudagi me purvi ki jimmedaari doguni ho gai thi. Kabhi kabhi to wo khana khana tak bhul jati thi. Per mukhi ke liye apne haathon ka bana khana le jana nahi bhulti thi. Mukhi purvi ko dekhta tha, wo bahut kamjor ho gai thi. 

Mukhi ye samjhne ki koshish kar raha tha ki purvi us din chat per sach bol rahi thi ya aaj jo mai uski bechaini dekh raha hu, wo sach hai? 

Purvi police station me mukhi ko bas ek nazar dekh leti thi, uske liye itna hi bahut tha. 

Veer: ghar me sab kaise hai, tu kaisi hai? 

Pur: sab thik hai, aur hum to bahut maze me hai. 

Veer: hmmm

Mukhi ki diary aur pen uske saath hi thi. Wo her din jo sochta tha, jo mahsoos karta tha, us diary me likhta tha. Jyadater dairy me purvi ka hi jikra hota tha. 

Ek din veer apni aankhen band kiye apni pichli zindagi ke bare me soch raha tha ki kaise wo aur shakshi ek saath khus the  .ye sochte sochte kab uske khayalon me purvi aa gai, use pata hi na chala. Kaise purvi aur mukhi ki shadi hui, kaise pahle purvi usse darti thi, kaise dono dost bane, kaise halke khubsurat pal usne purvi ke saath bitaye. Ghar,pariwaar, bacche aur khud veer ko purvi ne kaise sambhal liya. Ye sab sochte hue mukhi ke chehre per ek bhini se muskurahat thi. 

Aur phir mukhi ko v'day yaad aaya. 

Aur mukhiji angreji me hum aapse kahenge

I LOVE YOU

Veer ki aankhen achanak khuli. 

Mukhi(sochte hue) : yo manne ke ho raha hai. Ye purvi kyu mera picha nhi chodti. Sambhal ja mukhi. 

Aur apna maan shant karne k liye ya yu kahen ki apni feelings apne aap se chupane k  liye diary per shakshi ki tasveer banane laga. Jab tasveer puri hui to wo behad hairaan tha. Use samajh nhi aa raha tha ki ye kaise hua. Wo purvi ki tasveer thi. 

Mukhi sochne laga ki usne purvi se kaha tha ki shakshi ki tasveer banane ke liye use bas apni aankhen band karne ki jaroorat hai, kyunki shahshi hamesha uske saath hai. 

Mukhi ke ander uske dil aur dimaag me jaise ek ladaai chal rahi ho. Uska dil kahta hai ki ye dil, ye dhadkan, ye bechaini sirf purvi ke liye hai. Dimaag kahta hai, mukhi sirf shakshi ka hai. 

Court me mukhi nirdosh saabit hua. Sab bahut khus hue. 

Ghar per veer apne room me purvi ka wait kar raha tha. Bahut late ho chuka tha per wo nahi aayi. Veer usse milkar Thankyou bolna chahta tha aur kuch baat bhi karna chahta tha. Idhar purvi bacchon ke room me thi aur wait kar rahi thi ki mukhi so jaye to wo apne room me jaye. Kyunki pichle dino purvi ne veer ko bahut miss kiya. Per use ye acche se yaad tha ki mukhi ne kaha tha

Hum dost ban gaye aur hamesha dost hi rahwenge. 

Veer se ab aur wait nahi ho raha tha. Wo purvi ko khojta hua bacchon ke room me aa jata hai. 

Veer: purvi! mere saath chal, tujhse kuch baat karni hai. 

Pur: aap chaliye, hum bacchon ko sulakar aate hai. 

Veer:  (gusse me) bacche apne aap so jawenge. Tu chal mere ta. Jaroori baat hai. 

Juhi: haa, jao na haathi, hum so jayenge. 

Na chahte hue bhi purvi veer ke piche piche apne room tak aati hai. Room ke darwaje per ruk kar veer pur ko pahle ander jane k liye kahta hai. Purvi ander aati hai, phir veer aata hai aur door ander se band kar leta hai.

 Purvi ne abhi tak ek baar bhi veer ki aankhon me nahi dekha tha. Wo peeth karke khari hai. 

Purvi: kahiye, kya baat hai? 

Veer: wo mai yo kahne chah raha tha ki mai wo... 

Haa yaad aaya. 

Sab teri bahut taarif kar rahe the ki mukhyani ne raat din ek kar diya mukhi ji ko bahar nikalne me. To THANK YOU. 

Purvi: O! Bas itni si baat. Humne to ek dost hone ka farj nibhaya. Aap nirdosh the aur nirdosh ko sazaa nhi honi chahiye. Bas. 

Veer ko dost wali baat sunkar gussa aaya. Wo sochne laga, purvi abhi bhi wo chat wali baat lekar baithi hai. Per purvi Mujhe dekh kyu nahi rahi? 

Kyunki ek baar agar wo mujhe dekh le to purvi us baat ko samajh legi ki mai usse kya kahna chah raha hu aur kya nahi karh paa raha. 

Purvi apni baat kahkar wahan se jane lagti hai, tabhi veer uski baaju pakad leta hai. 

Veer: purvi, tanne us din mere se chat per jhuth kyu bola ki tu mujhse pyar na karti aur na hi kabhi pyaar karne ka soch sakti hai. 

Purvi veer ki aankhon me dekhti hai. Pur ki aankhon me aansoo hai. 

Purvi: kyunki hum aapse dur to rah sakte hai per aapke bina nahi . 

Ye kahte kahte purvi ne veer ke aankhon me wo dard dekha jo us din pur ki aankhon me tha jab usne mukhi se jhoot bola tha ki wo usse kabhi pyar nhi kar sakti.. 

Purvi apna haath veer ki pakad se chudati hai aur mukhi se alag ho dur khadi ho jati hai. Veer purvi ki taraf badhta hai. Jaise jaise veer apne kadam aage badhata hai, pur apne kadam piche leti hai. 

Pur: aage mat badhiye, mukhi ji. 

Bahut mushkil se humne is dil ko samajhaya hai. Ab dobara hum ye nhi kar payenge. 

Veer: meri baat sun baawri. 

BAAWRI  ye shabd sunne ke liye purvi jo kabse bechain thi, apne aansoo rok nahi pati aur room se jane lagti hai. Veer uska haath pakad leta hai. 

Purvi: ab is dil ko jhoothi umeed mat dijiye. Hum samajh gaye hai ki aap sirf shakshi ji k hai aur hum ek molki., jisk kaam hai aapke ghar pariwaar ki dekhbhal karna. Mera aap ke uper koi adhikaar nahi hai. 

Aapne hi kaha tha ki hum purvi pratap

 singh hai, virendra na kabhi tera tha n kabhi hoga. Humne to apna farj samjhkar aapko jail se bahar nikala. Hum bhale aapse kitna bhi pyaar kare per ye bilkul bhi jaroori nahi ki aap humper ehsaan kare aur humse pyar karen. Aaj jo pyar humne aapki aankhon me dekha, kab wo nafrat me badal jaye, pata nahi. Isliye humdono ke liye accha yahi hoga ki hum pahle ki tarah dost bankar rahen. 

Purvi ki baathon ko sun veer hairaan tha. Wo kaise uske pyar ko ehsaan bol sakti hai. Kitna dukh diya hai maine use. Purvi rote hue room se bahar chali jati hai aur veer ke dil ki baat uske dil me hi rah jati hai. Per ab use samajh aa gaya tha ki apne jeewan ka her pal wo apni baawri ki saath jeena chaht hai. Veer: mai janta hu ki tu mere ta naaraz hai, per jyada din tak na rah pawegi. Mera pyar tujhe mere paas le aawega, baawri. 

Happy sunday.

 Accha lage to like jaroor karna. 

Bura lage to maarna mat. 

Created

Last reply

Replies

7

Views

1700

Users

7

Likes

28

Frequent Posters

Ziva01 thumbnail
Anniversary 12 Thumbnail Visit Streak 365 0 Thumbnail + 8
Posted: 3 years ago
#2

This is so beautiful and heartbreaking at the same time ❤️💔😭

Piyaazzz thumbnail
Group Promotion 5 Thumbnail Anniversary 3 Thumbnail
Posted: 3 years ago
#3

Now that's our Vir ab he'll turn the world upside down to manaofy baawri 

ImHemangi thumbnail
Group Promotion 5 Thumbnail Anniversary 4 Thumbnail Engager 1 Thumbnail
Posted: 3 years ago
#4

Originally posted by: pallavi_p28

are baapre kya zkkas writers apne forum ke yr kaise likhte ho aap sb etna pyar .. such beautiful sunday piece♥️♥️👍🏻

Potterhead_05 thumbnail
Anniversary 3 Thumbnail Group Promotion 3 Thumbnail
Posted: 3 years ago
#5

Mera sunday ban gaya aapke iss piece ke karan pallaviiiii!

So touching! Beautiful!❤️❤️

pallavi_p28 thumbnail
Group Promotion 6 Thumbnail Visit Streak 30 0 Thumbnail Anniversary 3 Thumbnail
Posted: 3 years ago
#6

Thanku all. Aaplog k acche comments padhkar accha lagta hai. 🤗

Pochku thumbnail
Visit Streak 180 0 Thumbnail Group Promotion 6 Thumbnail + 3
Posted: 3 years ago
#7

Woahh..When we will get the 2nd part.Ab wait nhi ho raha..🤗🤗

Srilata.Mineil thumbnail
Anniversary 9 Thumbnail Group Promotion 7 Thumbnail
Posted: 3 years ago
#8

Wow....kya mst likha hai...aisa zaroor hoga show me...and really waiting for it...