Posted:
Gam ka karobar na kar
Jazbo ko bekar na kar
khud ko itna khawar na kar
samjhauta har baar na kar
apno ki ruswai hai
khud ko yu akhbar na kar
khudgrazi aa jayegi
khud se itna pyar na kar
tere dil me ab shanshae hai
ab tu dariya paar na kar
lafzo ka mazmoon samajh
lahze par takrar na kar
comment:
p_commentcount