Originally posted by: Joseph_A
These last lines of Feriha are really touchy... 😭Woh ladki tanha,akeli thi,
Na dost the uske aur na hi uski koi saheli thi.
Zindagi khud hi uski ek paheli thi,
Kuchh toh kashish this uss mein,
jo hamein uski our rijhati thi,
Uski har baat dil ko bahot bhaati thi.Aaj mausam kuchh iss tarah badla hai,
Ussi shahar mein woh ladka tanha aur akela hai,
Hanste-Khelte logon ke beech,
Woh ujda-ujda rehta hai.
Dastaanon ki maane toh uski bhi ek kahaani thi,
Ek ladki thi shahar mein jo uski deewani thi.Rooh se rooh ka naata tha unka...
Maut toh bas bemaani thi !!!
This is so heart wrenching. 😭 The poem and especially the pic where Emir is at Feriha's grave. So much pain, such lifeless eyes, everything just finished. 😭