Mein Kya Karu Raam mujhe Buddha mil gaya

main kya karoon raam mujhe buddha mil gaya
haay, haay buddha mil gaya

main gudiya haseen meri morani si chaal hai
sar men safed us ke daada ji sa baal hai
bigadega har kaam, mujhe buddha mil gaya
main kya karoon raam mujhe buddha mil gaya...

sab ho gaye Pagal hai hai buddha leke aa gaye π€£
sab toh gaye Bhool mujhe buddha leke aa gaye
main ho gayi badanaam mujhe buddha mil gaya
main kya karoon ram mujhe buddha mil gaya...

pariyon ke desh se mujhe buddha le kar aa gaya
main ne jo uthaaya Danda buddha ulte pau bhaag gaya π π
ab kyaa hogaa anjaam mujhe buddha mil gaya
main kya karoon raam mujhe buddha mil gaya...

Please do like & Comment ππΌ