SS - AAP WAALID BANNE WALE HAIN
HEY GUYS THIS IS THE FINALE OF MY SS. JUST WANTED TO SHOW JALAL AND JODHA AS LOVING AND FAIR PARENTS, AS OPPOSED TO THE CRAP THAT IS BEING DISHED OUT IN THE SHOW. ALSO I TRIED TO FOCUS ON THE TOPIC WITHOUT FOCISSING ON ANY NEGATIVE CHARACTERS. HOPE YOU LIKED THE SS. COMMENTS WELCOME
PART 12 B - FINALE
TIME SPED BY. LAADLI WAS A LITTLE MORE THAN FOUR YEARS OLD AND SALIM WAS ABOUT TO TURN FOURTEEN. JODHA WAS WORKING AS HARD AS EVER.HER SCHOOL FOR HANDICAPPED CHILDREN HAD STARTED AND THE RESPONSE WAS AMAZING. APART FROM THE FUNDS THAT THE SULTANATE GAVE IT AS GRANTS, THERE WERE SEVERAL NOBLEMEN AND OTHER WEALTHY PEOPLE OF THE CITIZENRY WHO APPLAUDED THIS EFFORT AND STEPPED FORWARD TO CONTRIBUTE TO IT. AS THE NEWS SPREAD MANY KINGDOMS REQUESTED JODHA BEGUM TO SHARE HER KNOWLEDGE WITH THEM AND HELP IN OPENING SUCH AND OTHER SIMILAR INSTITUTIONS IN THEIR RESPECTIVE STATES, AND HENCE JODHA WAS AS BUSY AS EVER TRAVELLING. NOWADAYS WHEN SHE WAS OUT SHE TOOK SALIM EVERYWHERE, SO THAT HE COULD PICK UP ADMINISTRATION SKILLS FROM HER.
SALIM WAS A CHARMING BOY, MUCH MATURE FOR HIS AGE. HE WAS NOT ONLY A FAST LEARNER, BUT ALSO SINCERE AND PERSEVERANT. HE HAD TAKEN HIS INITIAL TRAINING IN WAR SKILLS FROM JODHA - HORSE RIDING, ARCHERY AND SWORD FIGHTING. AFTER THE INITIAL STAGES, JALAL HANDED OVER THIS RESPONSIBILITY TO KHAN E KHANA AND MAAN SINGH. UNDER THEIR TUTELEGE, HIS SKILLS BECAME MUCH SHARPER. FOR THE PAST SIX MONTHS OR SO HE WAS CONSTANTLY CHALLENGING WARRIORS FROM AMONGST THE MUGHAL ARMY TO COMPETE WITH HIM, IN ORDER TO HONE HIS SKILLS. JALAL WOULD WATCH THESE CONTESTS OFTEN AND OBSERVE HIS SON KEENLY. HE WAS PROUD OF SALIM'S SKILLS.
EVER SINCE SALIM, MURAAD AND DANIYAAL HAD BEEN HANDED OVER THEIR RESPECTIVE MANSABDAARIS AND SUBAAS TO GOVERN, THEY HAD BEEN UNDER THE TRANING OF MUGHAL MINISTERS AND NAVRATNAS. EACH OF THEM DISPLAYED ABILITIES OF A GOOD LEADER AND RULER AND HAD DONE A GOOD JOB. SALIM, HOWEVER, ENJOYED SPECIAL ATTENTION FROM JODHA AND HAD BEEN ABLE TO LEARN A LOT FROM TRAVELLING TO DIFFERENT PARTS OF THE KINGDOM WITH HER. HIS ABILITIES WERE A LOT MORE MATURE AND SHARPER THAN THE OTHER PRINCES.
EVEN AS REGARDS HIS EDUCATION, JODHA HAD SPARED NO EFFORT. FOR A CHILD OF HIS AGE, HE WAS EXTREMELY WELL READ AND COULD HOLD DISCUSSIONS ON A VARIETY OF TOPICS. HE PRACTICED THE RELIGIONS OF BOTH HIS PARENTS AND PRAYED TO BOTH ALLAH AND KRISHNA AND OTHER HINDU GODS. EVER SINCE CHILDHOOD HE HAD LIVED LISTENING TO THE TAKES OF THE NAUGHTY KRISHNA, THE FIERCE DURGA AND KALI AND THE EVER GIVING GANESH. HE HAD ALSO BEEN TUTORED ON THE HOLY QORAAN. HE HAD THE TOLERANCE TO UNDERSTAND SIMILARITIES OF BOTH RELIGIONS AND ACCEPT THE STRENTHGS OF EACH ONE.
JODHA WAS VERY PROUD OF HER SON, ALONG WITH ALL THE OTHER CHILDREN OF THE HAREM.
LAADLI, OF COURSE, WAS A DIFFERENT STORY :)
THOUGH LAADLI LOOKED EXACTLY LIKE HER MOTHER SHE WAS CLOSER IN TEMPERAMENT, HABITS AND BELIEFS TO HER FATHER. SHE THREW TANTRUMS WHENEVER SHE WAS DENIED WHAT SHE WISHED. AND IF JODHA TRIED EVEN A BIT TO CONTROL HER, SHE WENT STRAIGHT TO JALAL WHO GOT SANDWICHED BETWEEN MOTHER AND DAUGHTER. EVENTUALLY JALAL ALWAYS PRODDED JODHA TO AGREE TO LAADLI'S WHIMS. WHENEVER JODHA TRIED TO REASON WITH JALAL ABOUT LAADLI'S UNDUE WISHES, JALAL JUST CAJOLED HER AND CONVINCED HER SOMEHOW :) AFTER ALL BEING THE BABY OF THE FAMILY COMES WITH ADVANTAGES, SPECIALLY IF YOU HAVE A DOTING FATHER. AND A DOTING FATHER JALAL CERTAINLY WAS. LADLI JUST HAD TO LOOK AT HIM WITH HER SAD EYES, AND JALAL FORGOT EVERYTHING ELSE AND SET OUT TO MEET HER DEMANDS.
SOME MONTHS BEFORE SALIM'S FOURTEENTH BIRTHDAY JALAL FACED A HUGE UPRISING IN HIS OTHERWISE PEACEFUL KINGDOM. UNDERSTANDING THE SIZE OF THE REVOLT HE DECIDED TO LEAD THE RETALIATION HIMSELF.
" JODHA BEGUM. SALTANAT MEIN BAAGIYON NE SAR UTHAYA HAI AUR ISS BAAR UNKA KHATMA KARNE HAMEIN KHUD JAANA HOGA. HUM KAL HI JUNG KE LIYE JAYENGE. AAPSE YE KEHNE AAYE THHE KI JAB TAK HUM VAPAS NAHI LAUT AAYEIN AAP AGRA SE BAHAR MAT JAIYEGA. AAP YAHIN KILE MEIN RAHENGI TO HAMEIN TASALLI HOGI KI AAP MEHFOOZ HAIN, VARNA HUM FIKR KARTE RAHENGE. THEEK HAI NA?
" JI SHAHENSHAH, JAISI AAPKI MARZI. VAISE AAPKO YAAD SILA DEIN KI HUM RAAJVANSHI HAIN. APNI AUR APNE PARIVAR KI SURAKSHA HUM KHUD KAR SAKTE HAIN.
" HAMEIN AAPKI BAHADURI PAR KOI SHAK NAHI HAI JODHA BEGUM PAR YE HAMARA HUKM HAI AUR ISKI TAMEEL HO. AAP SAMAJHNE KI KOSHISH KARIYE JODHA BEGUM HAMARE SUKOON KE LIYE YE BAHUT ZAROORI HAI KI AAP MEHFOOZ RAHEIN. AUR JUNG PAR SUKOON NAHI RAHA TO HUM FATEH HAASIL NAHI KAR PAYENGE.
JALAL MOVED CLOSER TO HER, TOOK HER IN HIS ARMS AND KISSED HER.
" SHAHENSHAH AAP AARAAM SE JAIYE. HUM KAHI NAHI JAYENGE. AAPKI VIJAY KE LIYE HUM PRARTHANA KARENGE. AAP YAHAN PAR KISI KI BHI CHINTA MAT KEEJIYEGA. HUM YAHAN SAB KUCHH SAMBHAAL LENGE.
EARLY NEXT MORNING JODHA DID SHASTRA POOJA FOR JALAL AND ALSO DID HIS TILAK - THE GOOD LUCK RITUAL THAT ALL RAJVANSHI WIVES DID BEFORE RHEIR HUSBANDS WEnt TO WAR. THEY WERE IN HIS HOJRA. JALAL HUGGED HER TIGHT. BEFORE THEIR CHILDREN WERE BORN HE WOULD TAKE JODHA WITH HIM WHENEVER HE WENT TO WAR. SHE WAS A SOURCE OF STRENGTH FOR HIM AND EVERY EVENING AFTER THE WAR SHE WOULD CARE FOR THE WOUNDED SOLDIERS AND THEY WOULD SPEND TIME WITH EACH OTHER. FOR JALAL IT WAS A SOLACE THAT HE CRAVED FOR AFTER A MADENNING DAY OF WAR. SHE WOULD CALM HIS FRAYED NERVES AND MAKE HIM SLEEP, SMOTHERING HIM WITH HER LOVE. BUT NOW EVER SINCE THE CHILDREN WERE BORN THINGS WERE DIFFERENT. HE PREFERRED THAT SHE STAY BACK WITH THE KIDS.
NOW THAT HE WAS GOING TO WAR WITHOUT HER, HE WOULD MISS HER TERRIBLY.
" SHAHENSHAH AB TO SALIM BADE HO GAYE HAIN AUR LAADLI KI DEKHBHAAL KE LIYE BHI SAB HAIN, AAP HAMEIN APNE SAATH YUDH PAR LE CHALIYE. AAP JANTE HAIN NA KI JAB BHI AAP HAMEIN AGRA KE CHHOD KAR YUDH PAR JAATE HAIN, HUM BAHUT VYAAKUL HOTE HAIN.
" JODHA BEGUM AAP MARIAM UZ ZAMANI HAIN. SHAHENSHAH KE BAAD AAPKA AUDHA SABSE BADA HAI. HAMARI GAIR MAUJOODGI MEIN HUM CHAHTE HAIN KI AAP SALTANAT KO SAMBHALIYE. AUR PHIR JUNG KE ISS HALAAT MEIN HUM NAHI CHAHTE HAIN KI HAMARE BACHCHE AKELE RAHEIN. AAP YAHAN RAHENGI TO HAMEIN SUKOON RAHEGA. HAMARA ALLAH GAWA HAI JODHA BEGUM, HUM AGAR AAP,O LE JAA SAKTE TO ZAROOR LE JAATE. AB BAATEIN BAND KARIYE AUR HAMARE SEENE SE LAG KAR HAMEIN VIDA KARIYE.
SUDDENLY BOTH SALIM AND LAADLI ENTERED THE HOJRA
" SHAIKHU BABA, HUM JUNG KE LIYE JAA RAHE HAIN. HUM CHAHTE HAIN KI AAP APNI AAMIJAAN, LAADLI AUR TAMAAM LOGON KA KHAYAAL RAKHEIN. SHEHZAADE HONE KE NAATE AAPKA YEHI FARZ HAI. AB AAP BADE HO GAYE HAIN SHENZAADE. THEEK HAI NA? AUR LAADLI BETA JAB TAK HUM LAUR NAHI AATE AAP APNI AMMIJAAN TO BILKUL TUNG NAHI KARENGI. AAP APNE ABBU KI PYAARI BITIYA HAIN NA? HAMARI BAAT MANIYE AUR AMMIJAAN AUR BHAIJAAN KI BAAT MANIYEGA.
LAADLI AND SALIM NODDED. SALIM HAD SEEN HIS FATHER FOING DOR WARS, BUT FOR LAASLI THIS WAS THE FIRST INSTANCE. SHE WAS CONFUSED AND UNHAPPY. BUT SHE PROMISED HER FATHER THAT SHE WOULD BE GOOD TILL HE COMES, SO SHE DID NOT SAY ANYTHING OR CRY.
JALAL RETURNED FROM WAR AFTER A MONTH. THE MUGHAL ARMY EMERGED VICTORIOUS, BUT THE ENEMY HAD DONE A SURPRISE ATTACK WHILE THE ARMY WAS ON THE WAY BACK TO AGRA. JALAL WAS QUITE BADLY INJURED. JODHA WAS SITTING IN ANGOORI BAGH AND READING A LETTER WHEN SHE GOT THE NEWS ABOUT JALAL'S RETURN AND INJURY. ALL THE CHILDREN WERE BEING TUTORED BY THEIR TUTORS AND WERE BUSY. AS SOON AS JODHA HEARD THAT JALAL WAS INJURED, SHE RAN AS FAST AS POSSIBLE.
". MAAN SINGH. SHAHENSHAH KO UNKE HOJRE MEIN LE JAYA JAYE TURANT. AAPNE SHAHENSHAH KI CHIKITSA KYON NAHI KARAYI MAANSINGH? PRAMUKH SENAPATI HAIN AAP AUR YE LAPARWAHI? JODHA GLARED AT MAAN SINGH AZIZ AND TODERMAL JI
" KSHAMA KIJIYEGA MARIAM UZ ZAMANI SAHIBA. MUGHAL SENA VIJAY PRAPT KARKERA JAB AGRA KI ORE LAUT RAHI THHI TAB SHATRU SAINIKON NE ACHANAK DHAWA BOL DIYA, JISKE KAARAN HUM MEIN SE KAI LOG GHAYAL HO GAYE. HUM TO RUKNA CHAHTE THHEY PARANTU SHAHENSHAH KO DAR THHA KI DUSHMAN KILE AUR HARAM PAR HAMLA NA KAR DE ISSLIYE UNHONE YATRA JAARI RAKHNE KA HUKM DIYA.
JALAL CLIMBED DOWN FROM HIS HORSE WITH THE SUPPORT OF MAAN SING AND AZIZ KOKA. HE WAS BARELY CONSCIOUS AND BLEEDING PROFUSELY. THEY RUSHED HIM TO HIS CHAMBER AND JODHA SUMMONED THE SHAHI HAKIMS IMMEDIATELY AND INSTRCTED THEM TO EXAMINE JALAL AND STRT HIS TREATMENT. THE HAKIMS APPLIED MEDICINE ON JALAL'S WOUNDS AND BANDAGED THEM.
" ZYADA FIKR KI BAAT NAHI NAI MARIAM UZ ZAMANI. HUMNE DAWA LAGA DI HAI. HO SAKTA HAI KI ZAKHMON KE WAJAH SE HUZOOR KO BUKHAAR HO JAYE. GHABRAANE KI BAAT NAHI HAI. KUCHH PEHRON MEIN SHAHENSHAH HUZOO KO HOSH AA JAANA CHAHIYE. KOI ZAROORAT HO TO HAMEIN BULWA LIJIYEGA. KHUDA HAAFIZ.
" JI DHANYAVAAD
HAMIDA BEGUM, SALIMA AND SHIVANI WERE NOW IN THE CHAMBER. JIDHA SAT NEXT TO JALAL HOLDING HIS HAND. HE HAD SSTAINED SEVERAL MAJOR INJURIES AND HAD LOST CONSCIOUSNESS. IT WAS DUSK BY THEN. JODHA REQUESTED THE OTHERS TO TAKE REST ASSURING THEM THAT SHE WULD TAKE CARE OF JALAL. SHE ALSO INSTRUCTED MOTIBAI TO KEEP THE CHILDREN AWAY SO THAT THEY DO NOT SEE THEIR FATHER IN THIS CNDITION. JALAL'S BODY TEMPERATURE WAS RISING. JODHA IMMEDIATELY STARTED DOING COLD WATER CLOTH COMPRESS TO BRING HIS TEMP DOWN. FORGETTING HUNGER, THRIST AND EXHAUSTION, SHE STAYED WITH JALAL THROUGHOUT THE NIGHT, COMFORTING HIM IN EVERY WAY POSSIBLE. IIT WAS BEFORE DAWN THAT JALAL FINALLY OPENED HIS EYES. HAVING CONTROLLED HER EMOTIONS TILL NOW, JODHA BURST OUT CRYING.
" KANHAJI KA KOTI KOT DHANYAVAAD HA SHAHENSHAH KI AAP THEEK HAIN. AAP JAANTE HAIN AAPKO KITNE GEHRE GHAAV LAGE HAIN? AAPKO APNI CIKITSA KARWANE KE LIYE RUKNA CHAHIYE THHA. ITNI LAPARWAHI KAISE KARVSAKTE HAIN AAP SHAHENSHAH? AAPKO KUCHH HO JAATA IN GHAAVON KE KAARAN TO KYA HOTA, YE SOCHA NAHI AAPNE? JAB DEKHO AAP APNI MANMAANI KARTE HAIN, BINA YE SOCHE KI AAPKI IN SAB HARKATON SE HAMEIN KITNA BURA LAGEGA. KOI PARWAH HI NAHI KARTE HAIN AAP HAMARI BHAVNAON KI. AAPKO PATA HAI NA KI HUM RAJVANSHI HAIN. AGAR DUSHMA. MAHAL PAR HAMLA KARTA BHI TO HUM SAMBHAAL LETE NA. YAHAN BHI TO SIPAHI THHEY. AAPKO RUK JANA CHAHIYE THHA SHAHENSHAH.
SHE WENT ON AND ON AND ON AND JALAL KEPT LOOKING AT HER AND SMILING. HE HAD MISSED HER AND WAS REALLY ENJOYING LISTENING TO HER VOICE, EVEN THOUGH SHE WAS SCOLDING HIM.
" AB HAMEIN DEKH KAR MUSKURA KYON RAHE HAIN?
JALAL RAISED HIS HANDS TO HER FACE AND WIPED HER TEARS. SHE KISSED HIS HANDS AND HUGGED HIM TIGHT AND BROKE DOWN IN SOBS. SHE HAD BEEN TERRIFIED SEEING HIM SO BADLY INJURED AND NOW HER TEARS OF RELIEF WERE FLOWING OUT. JALAL HELD HER WHILE SHE CRIED, THANKFUL TO ALLAH FOR THIS NEW LEASE OF LIFE. HE STROKED HER HAIR AND KISSED HER AGAIN AND AGAIN.
" EK TO HAMEIN DAANT RAHI HAIN AUR USS PAR RO BHI RAHI HAIN AAP? MAAF KAR DIJIYE HAMEIN HAMARI BEGUM SAHIBA. BATA NAHI SAKTE HAIN HUM KI KITNA SUKOON MIL RAHA HAI AAPKI AWAAZ SUNKAR. TADAP RAHE THHEY AAPKO DEKHNE KE LIYE, BAS ISSLIYE RUKE NAHI. AUR PHIR HAMADI JAAN TO AAP MEIN BAABAST HAI, HAMEIN THODI NA KUCHH HHOGA. AB CHALIYE GUSSA THOOK DIJIYE. ABHI SUBAH HONE MEIN KUCHH DER BAAKI HAI, AAIYE HAMARE PAAS AAIYE AUR HAMEIN THODA SA AUR SUKOON DIJIYE.
JODHA LAY DOWN CLOSE TO HIM, HER HEAD SNUGGLING IN HIS CHEST AND JALAL HAD HIS ARMA AROUND HER. BOTH OF THEM WERE AT PEACE. HE SLEPT OFF AGAIN AND SHE TOO CAUGHT UP WITH A FEW HOURS OF SLEEP. THEIR WORLD WAS COMPLETE AGAIN.
THE NEXT MORNING THE HAKIMS ADVISED JALAL TO TAKE REST FOR A COUPLE OF WEEKS. HE WAS RECOVERING, BUT HIS WOUNDS WERE STILL DEEP AND WOULD TAKE A WHILE TO HEAL. JODHA WAS THERE WITH HIM CONSTANTLY. SHE DRESSED HIS WOUNDS, GAVE HIM SPONGE BATHS, HELPED HIM CHANGE HIS CLOTHES, FED HIM FOOD AND MEDICINES, MASSAGED HIS HEAD AND FEET AND KEPT HIM COMPANY. ALL THE OTHERS TOO CAME TO VISIT HIM. SALIM AND LAADLI WERE ALLOWED TO MEET HIM AFTER FOUR DAYS. LAADLI RAN AND THREW HIMSELF ON JALAL AND BURST INTO TEARS.
" ABBU JAAN AAPKO BAHUT CHOT LAGI HAI? AAP BATAIYE HAMEIN, JISNE BHI YE KIYA HAI HUM USE BADI SAZAA DENGE.
" LAADLI BETA AAPKE ABBUJAAN EK JAANBAAZ SIPAHI HAIN. CHHOTI MOTI CHOT SE UNKA KUCHH NAHI BIGAD SAKTA HAI. AAP FIKE MAT KARIYE, DEKHIYE HUM POORI TARAH DURUST HAIN. AAP ABBU KI SABSE PYAARI WALI BITIYA HAIN NA, AAP ABBU KI JAAN HAIN NA, AAP ROIYE MAT. AAPKE ABBUJAAN KO KUCHH NAHI HUA HAI.
JALAL SPENT LOT OF TIME WITH BOTH HIS CHILDREN. THEIR COMPANY HELPED HIM GET BETTER IN NO TIME. JODHA HELPED HIM GET UP AND TOOK HIM TO ANGOORI BAGH WHERE HE SAT IN THE SUN AND PLAYED WITH HIS CHILDREN, AND WHEN THE CHILDREN WENT ABOUT THEIR TASKS AND ACTIVITIES, JODHA WAS WITH HIM. HE LOVED WHEN SHE PAMPERED HIM. TIME WENT BY AND IT WAS NOW JUST A FEW WEEKS BEFORE SALIM'S FOURTEENTH BIRTHDAY. JALAL WAS FULLY RECOVERED AND HAD RESUMED ALL HIS DUTIES.
" JODHA BEGUM SHAIKHU BABA AB CHAUDAH SAAL KE HONE WALE HAIN. UNKI TALEEM BHI KHOOB CHAL RAHI HAI. WO APNE SOBON KO BHI BAHKUBI SAMBHAL RAHE HAIN. AB HUM CHAHTE HAIN KI UNKE WALIAAHAD HONE KA ELAAN KAR DEIN UNKE JANMDIN KE JASHN PAR. AAPKI KYA RAI HAI?
" JI SHAHENSHAH HUM AAPKI ISS BAAT SE SEHMAT HAIN. SALIM POORI TARAH ISS ZIMMEDAARI KE LIYE YOGYA BHI HAIN AUR TAYYAR BHI. HUM AAPKE ISS NIRNAY SE BAHUT KHUSH HAIN. HAMARI YE BHI ICHHA HAI SHAHENSHAH KI AB SALIM KO MAAN SINGH YA KHAN E KHANA KE SAATH YUDH PAR BHI BHEJNA PRARAMBH KIYA JAYE. EK YODHA KI ZINDAGI MAHAL KI ZINDAGI SE KITNI ALAG AUR KATHIN HOTI HAI UNHE AB YE BHI SAMAJHNA CHAHIYE. AAPKA IS VISHAY MEIN KYA SOCHNA HAI?
" BILKUL THEEK SOCH HAI AAPKI JODHA BEGUM. SHAIKHU BABA KO ZAROOR AB JUNG MEIN JAANA CHAHIYE AUR EK SIPAHI KI DIKKAT BHARI ZINDAGI SE APNE AAP KO WAAKIF KARANA CHAHIYE. JASHN HO JAAYE PHIR HUM UNSE BAAT KARENGE ISS BAREY MEIN.
SALIM'S FOURTEENTH BIRTHDAY CELEBRATIONS WERE EXTRA SPECIAL. HE WAS CROWNED THE HEIR APPARENT OR THE WALIAAHAD OF THE MIGHAL DYNASTY, WHICH MEANT THAT HE WOULD TAKE OVER THE THRONE AFTER JALAL. JODHA PLACED THE HEIR'S CROWN ON HIS HEAD. IT WAS A PROUD MOMENT FOR HER. SHE COULD HARDLY BELIEVE THAT THIS WAS THE INFANT SHE HAD GOVEN BORTH TO . HOW DID HE GROW UP SO FAST? :) EVERYONE GAVE HIM THEIR BLESSINGS. HE ALSO VISITED THE DARGAH AND TEMPLE AFTER THE ANNOUNCEMENT.
SALIM'S FORMAL TRAINING AS THE HEIR APPARENT BEGAN SOON AFTER. HE WAS SENT TO SUBDUE THE UPRISING IN PAATAN WITH MAAN SINGH AND KHAN E KHANA. HE WELCOMED THIS MOVE AS HE WAS QUITE KEEN TO USE THAT WAR SKILLS THAT HE HAD MASTERED. HE TOOK LEAVE OF HAMIDA BEGUM, JIDHA. BEGUM AND JALAL BEFORE HE LEFT. JODHA KISSED HIS FOREHEAD AND BLESSED HIM.
" MAASAA HAMEIN IJAAZAT DIJIYE. HUM ABBA HUZOOR KI TARAH EK JAANBAAZ SIHAPHI BANNA CHAHTE HAIN. AAJ HAMEIN AP E SAPNE KO SACH KARNE KA MAUKA MIL RAHA HAI. HAMEIN APNA AASHIRWAD DEKAR RUKHSAT KIJIYE. AUR HAAN APNA AUR ABBA HUZOOR KA KHAYAAL RAKHIYAGA. HAMARE LIYE PARESHAAN MAT HOIYEGA. HUM WAHAN PAR DURUST RAHENGE.
" BETA SALIM. SADAA APNE PITA KA NAAM ROSHAN KARNA. JAO HAMARA AASHIRWAAD AUR SHUBHKAMNA SADAA TUMHARE SAATH RAHENGE. MAAN SINGH, KHAN E KHANA AAP DONO SALIM KE SAATH HAMESHA RAHIYEGA.
" SHAIKHU BABA. MAAN SINGH HAMARE FAUJ KE EK NAAYAAB NAGINE HAIN. INHONE BHI CHHOTI UMAR SE HI HUMSE JUNGI TAALEEM HAASIL KI HAI AUR KAI JUNGEIN LADI HAIN. INKI SHAGIRDAGI MEIN AAP BAHUT KUCHH SEEKH PAAYENGE. ALLAH AAPKO APNE AMAAN MEIN RAKHE
" ABBAHUZOOR HAMEIN FAKE HAI KI HUM AAPKI AUR MAASA KI AULAAD HAIN. HAMARI POORI KOSHISH HONGI KI HUM EK BEHTAR SIPAAHI BANKAR LAUTEIN. HUM APNI POORI JAAN LAGA DENGE. AAPSE EK ILTEJA HAI KI AAP HAMADI MAASAA KA KHAYAAL RAKHEIN.
SALOM LEFT FOR THE BATTLEFIELD. JODHA CONTROLLED HER EMOTIONS TILL HE LEFT AND THEN BURST OUT CRYING. SHE HAD NOT LIVED WITHOUT SALIM FOR MORE THAN A COUPLE OF DAYS AT A STRETCH. HE HAD BEEN NEAR HER DURING ALL HER TRAVELS. SHE WAS MISSING HIM TERRIBLY. JALAL TOOK HER IN HIS ARMS AND CONSOLED HER
" AAP BHI KAMAAL KARTI HAIN JODHA BEGUM. AAP HI NE YA MASHWARA DIYA THHA KI AB SHAIKHU BABA KO MAIDAN E JUNG MEIN TALEEM HAASIL KARNI CHAHIYE. AUR JAB WO CHALE GAYE HAIN TO AAP YUUN BILAKH BILAKH KAR RO RAHI HAIN. DEKHIYE HUMNE APNE BTE KO VADA KIYA HAI KI HUM AAPKA KHAYAAL RAKHENGE. AAP KHUDA KE LIYE ROIYE MAT. KUCHH MAHINE GUZAR JAYEIN TO CHALE JAAYIEGA APNE BTE SE MILNE. AUR AGAR AAP HAMARI BAAT NAHI MANENGI TO HUM SHAIKHU BABA KO WAPAS BULWA LENGE. AAPKE AANKHON MEIN AANSOO NAHI DEKH SAKTE HAIN HUM JODHA BEGUM. AUR PHIR AAPKA AUR SHAIKHU BABA KA TO RUHAANI RISHTA HAI JODHA BEGUM, AAP ISS TARAH SE ROYENGI TO WO BHI SUKOON SE NAHI RAH PAYENGE. AAP MAT ROIYE HAMARA BHI DIL DUKHTA HAI AAP ROTI HAIN TO. AUR HUM TO AAPKE SAATH HAIN NA JODHA BEGUM. KAHIN NAHI JAAYENGE AAPKO CHHOD KAR. CHALIYE AB HAMADI BAAT MANIYE AUR MUSKURAIYE :)
JODHA WAS INCONSOLABLE FOR HOURS. JALAL STAYED BY HER, HOLDING HER IN HIS ARMS WHILE SHE CRIED HER HEART OUT. HE TOOK HER TO HIS CHAMBER AND MADE HER LIE DOWN. HE HUGGED HER, KISSED HER, WIPED HER TEARS AND CONSTANTLY SPOKE WITH HER. FINALLY SHE STOPPED CRYING.
" KSHAMA KAR DIJIYE HAMEIN SHAHENSHAH. MAA KA DIL BHAR AAYA BTE KI JUDAAI SE. BHOOL GAYE THHE KI AB HIM MARIAM UZ ZAMANI HAIN AUR HAMARA LAADLA BETA WALIAAHAD HAI. THEEK KAH RAHE HAIN AAP. HUM KAMZOR PADENGE TO SALIM KO BAHUT KASHT HOGA. VACHAN DETE HAIN KI AB KABHI NAHI KAMZOR PADENGE HUM. HAMARI ICCHHA HAI KI SALIM SALTANAT KE AGLE SHAHENSHAH BANNE KE LIYE POORI TARAH SE TAYYAAR HOKAR LAUTEIN.
" HUM SAMAJH SAKTE HAIN KI AAP KIS DARD SE GUZAR RAHI HAIN JODHA BEGUM, AAKHIR HUM BHI TO WAALID HAIN SHAIKHU BABA KE. PAR SAHI KAH RAHI HAIN AAP. ISS TALEEM KE BAAD SHAIKHU BABA SALTANAT KE AGLE SHAHENSHAH BANKAR LAUTENGE. ALLAH SE DUA KARTE HAIN HUM KI WO HUMSE BHI BEHTAR SHAHENSHAH BANEIN AUR UNKA NAAM SUNEHRE HARDON SE LIKHAN JAAYE ITIHAAS MEIN.
COMING UP EPILOGUE
912