hey aaj hi ye story padhi charo part ek sath padhe
awesome banner
arre jab forth part update kia tha to sath sath title aur index bhi update kr deti
and awesome start...sam ka beta hai...and uski wife nhi rhi
aisha already engaged hai but wo sam aur arav ka pura khayal rakhti hai
ye arav jalebi boy hai naa ???? dhara wali add ka
to arav ki tabiyat kharab hai...aisha ki friend doctor hai
zyda ghabrane ki baat nhi nikali mausam change ka asar hai
loved the morning scene...
and arjun and rosh came to sam house
rosh ne pehle arav k fir sam k baal ruffle kiye π
dono baap bete ek jaise hai...dono ko pasnd nhi aaya
mujhe lga hi tha sam ki shadi wala part aayega hi bich me
so here it comes...sam ki masa chahti hai k sam dobra shadi kr le
sam ka reason kitna stupid hai k aisha arav ko sambhal to rhi hai
but arjun ka logic bhi sahi hai k aisha kab tak jab wo chali jayegi shadi krke uske baad?????
ab dekhna ye hai k sam kya sochta hai iss bare me
but missing aisha in last 2 parts
Edited by chulbuliannu - 9 years ago
comment:
p_commentcount