haha ...mujhe uske reply ka wait hai...
😆
Shagu I can understand pic mein sirf Viraf ka face dekha hoga aur kho gayi hogi
too dress aur hair style ka dhayan kaise rehata 😉
Kal jab Bani ye pics dekhegi tab uss ka kya hoga😛
Uska nihaarne ka tareeka...aur taarif ka tareeka ek dam niraala hai...😆