Yeh Aasman bhi jaake kahin pe jhukta hai'
Tu agar bewafa hai to yeh buri khabar bhi sun le..
Mera intezaar koi aur bhi kartaa hai...
Hum phool nahi per mehekna jante hain,
Bin roye gam ko bhulana jante hain,
Log khush hote hain humse,
kynki bina mile hi hum rishtey nibhana jante hain...
Rone ki saza na rulane ki saza hai,
Ye dard mohabat ko nibhane ki saza hai,
Haste hai to aankhon Se nikal aate hai aansu,
Ye us shaks se dil lagane ki saza hai...
Har kisi sey jo hum ney wafa ki
Bus yehi zindagi mein khata ki
Chahaton key hajom main tanhai
Mujh ko doston ney hi ata ki
Soz-e-dil yunhi nahin mila humko
Bari kemat thi is ki jo ada ki
Jo hamara na hosaka aksar
Unky wastey bhi humny dua ki
comment:
p_commentcount