just imagine that navya will come to know about the truth .
N:navya medicine lene jarahi thi as we saw in the epi baba's room was open..navya na sab sun liya..she was shocked that baba was doing acting
baba nd bd were laughing..navya was crying alot and she was really very tensed..baba nd bd turn back and saw navya..both were shocked..
N: to yeh tha aap ka drama ..lekin aap apna is khel mein kabie kamyaab nahi honga ..kyu anant mujsa buhat pyaar karta hai or us muj par buhat barosa bi hai woh aap ki baaton mein kabe
nahi ayga.
Baba: agr woh hamari baton mein nahi aya to ghar kasa agaya ..aj hamra is natak ki waja sa woh yaha hai..or hum naapna phela ter sahi nishana per laga liya
N: phela teer sahi neeshana per laga is ka matlab yeh nahi k ssaara k saara teer nishana par laga
N: jo insaan logo seekh deta hai woh insaan apna hi chota ka saamna jhoot bol kar usa apni taraf karraha hai ..afsos hot hai ka aap ki soch itni giri hui..or asi harqat ek haara hua insaan hi karsakta hai
or wo hara wa insaan me apna saamna dekhrahi hoo nd navya went away
but she was still tensed k baba ka plan kya hoga
A: navya tum kaha chali gayee thi
N: woh bas baba ki medicines check karna gayee thi unki dedi mena
A chalo acha kya ab tum mere saamna beht kar khana khao abi maa dekar gayee hai
N: nahi annat bhook nahi hai tum na khaliya ab tum sojao tumha araam ki zaroorat hai
A: anant hold navay s hand nd says nahi muja aram nahi karna
N: to pir kya poori raat jagoga
A: nahi tumhara saath romance karoonga
N: with a cute smile acha romance kasa akroga tumhara haathon mein to dard hai romance k liya pora body parts ka salamat hona buhat zaroori hai ..hehheh:P
A: ha but ek body part sahi hai
N: kya .?
A: anant give an indication toward lips..he want to kss navya ..lolzzz..hahhahha
N: hmm lekin isa b abhi control karna hoga or ab buhat raat hogayee hai ab sojoo or muja b sona
A: navyaaa
N: mein tumhara pas hoo ya yeh tumahra liya kafi nahi
A: annat give a cute smile :)) nd hold navya;s hand nd say i love u navya
N :ilove u too anant or dono so gayee
next morning navya and anat was abt to get ready for pooja and breakfast
navya in the kitchen maji mein kuch madad kardo
buldozer suggi: nahi sab hogaya hai tum kasht karna ki koi zaroorat nahi to bas anant k saath raho
navay was sad
they were having breakfast and anant was about to leave bt babba stop anant
navya was shocked. y baba stop anant
A: ji baba
baba: anant muja aap sa kuch baat karni hai kya aap hamara kamra mein chal sakta hai
A: ji baba kyu nahi
N: lekin anant abhi tumahri dawayee ka time hogaya hai
A : babba ko kuch baat karni hai men dawayee baad mein leloonga or ab tum muja dawayee khil khila kar or bemaar kardogee
N: lekin anant
anant went with baba..bab give a fake smile to navya .
baba: anant aap ki tabiyat theek hoti jarahi hai or hum buhat khush hai k aap aj hamara saath hai or hum yeh bi jaanta hai k aap bi buhat khush hai ,lekin
A: lekin kya baba muja lagta hai k navay khush nahi hai is gahr mein ana sa...ab to hum na aapdono ki oper sa woh sari pabandi hata di hai lekin hum dekhraha hai k bahu na haam maaf nahi kya
agr hum sa koi bi galti hogayee hai to haa maaf kardo bt bahu sa kaho k hum sa asa naraz na ho
A:aray baba asi koi baat nahi hai navya muja lekar buhat zyada possessive hojati hai isiliys aap ko asa lagraha hai warna navya buhat achi hai is ghar ki lakshmi ha
A agar aap ko abhi bi asa lagta hai to mein navya sa baat karoonga or uska bi wahi jawaab hoga jo mena aap ko diya hai
baba: theek hai beta asa hi ho ab aap jayee or araam kariya
anant went to his room.
N: anant bab na tumha kyu bhulaya kya kaha unhono tum sa
A: navya relax woh yeh samjta hai k tumunsa naraz ho tumna unha maf nahi kya or mena kaha k asa kuch nahi hai
N: hmmm..lekin anant mein tum a kuch kehna chati hooo
A: ha navya bolo ..navay na annat ko baba k plan k bara mein bata diya
A: anant was shocked and shouted at navya
A: navay yeh tum kya kehrahi hoo iska matlab tum na baba ko maaf nahi kya or baba sahi kehraha tha or tumna aj muja galat sabit kardiya
N: nahi anant mein sach bolrahi ho mera yakeen mano..
A bas navya bas mein baba k baar mein ek lafz nahi sun sakta
baba nd bd chupka chupka anant ki baatein sunraha tha or khush horaha tha
bd: aray bhaisaheb hamra doosra teer b nishana per laga
bd: or baba neecha jaraha tha or dono acting karta hai family k samna udass hona ka
buldozar suggi: kya hau bd aap log pareshaan khu hai ..
bd: ab yahi din dekhna baki rehgaya tha woh kal ki ayee hui choki anant ko hamara khilaff barka rahi hai lekin shukar hai k hamra babwa uski baaton mein nahi aya
buldozer suggi: kya uski itni himmat hogayee woh samaj ti kya hai apn aap ko
on otherside anant doesnt talk with navya or woh apni mom k room meinchalajata hai
buldozer sugg: navya zeher ka asar utna hi paucha hi shareer ko jitn hamara badan mein ho tumna anant k demag mein jitna zeher ddaalna th adaal diya ab uska asar kata m hochuka hai or ab woh tum sa nafrat karna laga hai
N: anant kabie mujsa nafrat nahi karsakta gussa karsakta hai , naraz hosakta hai lekin nafrat kabie nahi or mein yeh asa kabie nahi hona doongee or agr asa hua to mein khud is ghar ko chor ka chali jaoongee
buldozer suggi chali gayee navay ka lecture sun kar
the next day baba ka kehna per servant navay ko bolta hai bahurani yeh kuch zewar hai jo almari mein rakhna hai yeh hia chabi
N: lekin aap yeh zewar mujay kyu deraha hai
servant: bahurani woh humsa locker khul nahi raha hai agr aap rakh day to bari meharbani hogi
N: theek hai mein rakhdoongee
bd was shouting aray mere zewar nahi milraha hai ramchan kaha hai tu tumha zewar sambhal kar rakhnako bola tha kaha hai zewar
serwant : woh bd hamna yeh zewar choti bahurani ko diya tah woh hum sa locker nahi khulraha tha to hum na socha k everybody was shocked that navay stole the jewellery from the locker
Anant and navya in their room..bt both were nt talking to eachother ..than anant ko awaz ati hai k yeh shor kasa anant jata hai or navya b
A: kya hua bd: mere zewer nahi hai locker mein or ramchand kehraha hai k usna yeh zewar navya ko diya tah locker mein rakhna k liya ..bt muja poora vishwas hi navay asa nahi karsakti
A.in an anger mood:navya kya tum ana zewar churayee
N: anant yeh tummm kya
A in loud voice omg i am scarind...navya tumna zewar churayee hai ya nahi ..nahi anant to pir kaha gayee zewar
N: annat yeh sab in sab ki chaal hai mujay tumahra khilaf karna ki
A: chaal woh nahi chaal tum chal rahi ho rammchand talashi lo navya k almari ki or almari sa zewar nikla...
A yeh kya hai navay yeh sab kya hai
Nnavay was cring nd saying yeh sab men anahi kay mera vishwas karo mein ach bolrahi ho
a tum na asa kyu kya kya kami rehgayee thi mere pyaar mein sab sa zyada mein na tumha chaha pir kyu dhoa diya muja
N: nhi anant nahi mein wahi tunahri poorani navay jissa tum pyaar karta hao
A: lekin aj woh poorani navya muja kahi dekhi hi nahi
navay was shocked to hear this
A: navya itna zeher tumhara maan mein kaha sa ayya
N: nahi annat nahi anant
chali jaoo s ghar sa navay was shocled to hear this ab mera or tumahra koi rishta nahi
N: rishta nahi shaadi ki hai humna annat shaddi ek galatfemi ka dum per tum mujsa kehraha ho k mein chali jaoo
N: pyaar to karliya , shaadi bi kaarli lekin woh saath vachan tum nahi nibasaka
A: anant was also shocked to hear this word ..
N aja mena bi apna poorana anant kho diya jo apni navya par ankh band kar ka barosa karta tha
A or usi barosa ka tum na faida uthaya ..sab kuch tumna aj katam kardiya navay sab kuch or plzzz ab muja akela chordo
N: rota hua chali gayee nd anant was also crying alot...nd saying navya tumna asa kyu kya
N: navya was packing her bags nd she was leaving the house remembering those moments which she spent with anant and his family..sab apna aroom mein chala gayee
baba nd bd was feling very happy nd bd said bhaisaheb hamara plan kaamyaab hua anat na khud us churail ko is ghar sa bahaar nikaal diya
A: ma mein bd k kanra mein lechaloo mein unsa maafi maangna chata hoo anant nd his mom listen eaac nd everything abt bd 's nd baba's plan..tab tak navay ghsr chorkar chali gyaee
bd nd baba were laughing nd when they look back ..both were shocked...yipeee guys anant ko sach pata chalagaya...
baba: anant aap yaha ..wo hum
annat: ab or drama karna ki zaroorat nahi aap ko jyu kya aap na asa kyu kyu kyuuu kyu mere navay ko mujsa cheen liya haamesha hamesha k liya . maa baap apna bacha ka khushi ka liya apni khusi ki qurbaani dete hai lekin aap na apni
khushi k liya apna bacho ki khushi ki kurbaani dedi..kyuuu anant in a loud voice omggg i can only imagine ..nd baba deserved.. this
BD: beta tumha
anat: bas bd bas...aap ka is gahr per koi haq nahi lekin pir bi aap ko woh haq diya ...shayad isiliya kamlesh bhaiya aap k saaath nahi rehnachahta aap ka isi behaviour ki waja sa lekin hum na aap k aadar kya aap ki har baat sar juka kar sunlete tha
kyu kya mere saath kyu kyu kyu kyu..guys checkout my mew imagination i will continue my story later till then dnt forget to comment on my story :))) love u guys muahh<3 Batool