I collected some nice and cute thorra sa pyar lyrics 1.)Tum kissi aur ki ho ye mujh ko pta hai Phir bhi ye mera dil kar raha kiyon khta hai Barri hi kashmakhash hai barri hi mushkil hai ye Aaj kal mere bas main nahin mera dil hai Uljhane uljhi uljhi Paheli ye ansuljhi Jan na paaya baqi Thorra sa...
2.)Jane aissa kyion lagta hai Keh tum mere hamshafar ho Nazar se nazar milao Kiyon kharre gum sum tum ho Mera dil hai kissi ka Main kissi aur ki hoon Ussi ki yaad main main jiti mar rahi hoon Mujhey tera haal pta hai Har wo sawaal pata hai Janna kuch na baqi
3.)Tum se ab kaissa shikwa, khud se hi hai shikayat Apne hathon hi badli khud hum ne apni qismat Ab na tarrpe ga ye dil, ah lag ke na aaye Main kabhi na roon gi, chahe kuch bhi ho jaye.
4.) Ashkon ki barish main, doob na jaon kahin main Tere aane se pehle mar na jaon kahin main Hamsafar aa jao na, hum to hain bas tumhare Tum ko kya khbar nahi hai, tum to ho yaar hamare Tumhare bin to sanam ho ho ho Kya wafa kya hai qasam Pyar mera hai baqi
5.) Jane kaisse hui hai mujh se aissi nadani Main ne bikhra li apni zindagi ki kahani Paas aa ke bhi mujh se door wo ho gaya hai Kaisse batlaon kis ko mera kya kho gaya hai Dastan dard bhari, ooooo Main ne chahat ko meri, apne hathon saza di Dil ye bedaar hua hai cha gai hai udaasi if anyone know more please do reply. which one is your favourite? |