"Hai ajj meri yaar ki shadi magar main khush nahin hoon hai kissi k pyaar ki shadi magar main khush nahin hoon mainay roka ussay toka ussay samjhaya bhi deke wasta apni yari ka manaya bhi uski rah ka pathar bana aur kanta bhi phool ban kar us k samnay murjhaya bhi laikar k chal diya hai woh bahare dahaij main hai kissi k pyaar ki shadi magar main khush nahin hoon hai ajj meri yaar ki shadi magar main khush nahin hoon"(mere yaar ki shadi hai)
"zindagi main agar kuch banna hai kuch hasil karna hai to apnay dil ki suno aur agar dil bhi na jawab day to ankhai band kar k apnay mammi pappa ka naam lo phir dekho har manzil har mushkil asaan hojaegi"(k3g)
wow, Phoenix, these 2 are my all time fav. Also i would like to add:
"Hai Simran, Dekho, Chaand nikaal aya"(SRK pointing at the mirror in DDLJ)
"Hain, Shuno, Jiyo.............................."(Kal Ho Na Ho)
"Namak Khaya HAin, Aab Gooli Khaa"(Sholay) change it to match the situation every time i use this line😉
And the dialouges of Veer-Zaara at Zaara's haldi: "Maa, Kya Hum Papa Ke Liye Apna Jaan De Shakti Hoo?...............................................main ek aisa shaaks ko janti hoon, jo mere liye haste haste..........................."
0