~*~ Ramayan Songs & Lyrics Gallery #2 ~*~

RamKiSeeta thumbnail
Anniversary 15 Thumbnail Group Promotion 8 Thumbnail + 6
Posted: 13 years ago
#1

 
Namaskaar my fellow Bhakts!🤗 
 
 
Since our previous Songs/Lyrics Gallery was locked due to inactivity, I am opening a new one for us to post links of our favorite songs from Ramayan as well as lyrics, MP3 files, etc.
 
Please just follow the basic rules. You can comment on the songs, but please keep chatting to a minimum and do not spam unnecessarily. ONLY songs/lyrics are allowed to be posted here, NO pics, creations, or discussions on the episodes since there are separate threads for that, and also so that it can be easier for people to find the songs they want.😊
 
Link to Previous Gallery:
 
Jai Shree SiyaRam!
-Janu
Edited by JanakiRaghunath - 13 years ago

Created

Last reply

Replies

26

Views

76038

Users

6

Likes

23

Frequent Posters

RamKiSeeta thumbnail
Anniversary 15 Thumbnail Group Promotion 8 Thumbnail + 6
Posted: 13 years ago
#2

 
Jai Shree Ram, Jai Jai Shree Ram! (Title Song) - Pg. 1
 
Siya Mukh Ka Pratibimbh Samajh Kar (Ram-Sita Moon Song) - Pg. 1
 
Luv Kush Santaane Sitapati Shree Ram Ki! (Uttar Ramayan Title Song) - Pg. 2
 
Hum Katha Sunaate Ram Sakal Gun Graam Ki! (Luv Kush Ram Katha) - Pg. 2
Edited by JanakiRaghunath - 13 years ago
DamRyeong thumbnail
Anniversary 15 Thumbnail Group Promotion 7 Thumbnail + 5
Posted: 13 years ago
#3
hmm...di gr8888 idea..i wanted  a hread like dis frm long time..when i saw that previous one is locked...thank u di....<3

so di can we post the lyrics which r already posted...

n di plz make an index page also..😊

awww..i think ToC is..table of content....r8....dat means already done....he he....
Edited by akki-rockstar - 13 years ago
RamKiSeeta thumbnail
Anniversary 15 Thumbnail Group Promotion 8 Thumbnail + 6
Posted: 13 years ago
#4
Yeah, will get working on the 1st post and ToC soon, Swati. :) Yeah, ToC means Table of Contents, lol.
 
Of course, you can def repost the songs from prev gallery. Also, please repost the songs other people posted as well, and give them credit, because we know they are no longer on IF to post themselves.
DamRyeong thumbnail
Anniversary 15 Thumbnail Group Promotion 7 Thumbnail + 5
Posted: 13 years ago
#5
credit goes to akhl n aalochak
Title song:

jai sri raam jai jai sri raam
jai sri raam
adbhut hai mahimaa do akshar ke naam kii
adbhut hai mahimaa do akshar ke naam kii
suno raam-kathaa aur jai bolo sri raam kii
suno raam-kathaa aur jai bolo sri raam kii
mangal bhavan amangal haarii
drabahu sudasarath achar bihaarii
hai sukhaldaayanii raamayan sukh dhaam kii
adbhut hai mahimaa do akshar ke naam kii
suno raam-kathaa aur jai bolo sri raam kii
jai raam jai raam jai jai raam
sri raam jai raam jai jai raam
sri raam jai raam jai jai raam

The Moon Song:

siya-mukha kA pratibiMba samajha kara, apalaka dekhe shashi ko raghuvara
socha rahi sItA sukumarI, bhArI rena ke shiva-dhanu bhArI
shashi kA rUpa nayana kA chhala hai, shashi sakala.nka siyA nirmala hai
tujh sA bhAgya chandra kahA merA, rAma ke nama me sthAna hai terA
prem kI ga.ngA hR^idayo.n mai plAvita, dono eka dujhe se prabhAvita
jo priya rAm base hai man mein, siya unhe dekhe shashi darapaN mein


RamKiSeeta thumbnail
Anniversary 15 Thumbnail Group Promotion 8 Thumbnail + 6
Posted: 13 years ago
#6
Thanks for the songs, Swati! Added them into the ToC.😃 Btw, check out the banners I made. Do you like them?😳
 
Will post some songs soon.
Rituparnaa thumbnail
Anniversary 15 Thumbnail Group Promotion 5 Thumbnail + 2
Posted: 13 years ago
#7
Janu plz help me like what kinda songs we can post?
I mean is it from the show or any devotional we love can be posted here?
RamKiSeeta thumbnail
Anniversary 15 Thumbnail Group Promotion 8 Thumbnail + 6
Posted: 13 years ago
#8

Here are the lyrics/translation for the Uttar Ramayan title song:

 
Sorry, cannot find the separate version for this song uploaded on youtube, but it comes at the beginning of this vid:
 
[YOUTUBE]http://www.youtube.com/watch?v=SwO_caWzMlk[/YOUTUBE]
 
Credit for translation goes to Lola610.
 
Jai Shri Ram! Jai Jai Shri Ram!
Luv Kush Santaane Sitapati Shri Ram Ki!
Lav and Kush, the children of Sita's lord Ram
Luv Kush Santaane Sitapati Shri Ram Ki!
Hum Katha Sunaate Yugal Veer Baldhaam Ki!
We tell the story of these dual brave warriors
Hum Katha Sunaate Yugal Veer Baldhaam Ki!
Mangal Bhavan Amangal Haari, Ram Ke Yeh Uttaraadhikaari
they do the auspicious and destroy the inauspicious, they are Ram's successors
Ek Dor Bandhi Luv Kush Se Ram Ke Naam Ki!
Ram's name is enjoined to Lav Kush by special thread
Adbhut Hai Mahima Do Akshar Ke Naam Ki
Unique is the tale behind the two syllable name
Adbhut Hai Mahima Do Akshar Ke Naam Ki
Suno Ram Katha Aur Jai Bolo SiyaRam Ki!
Listen to Ram's story and say "glory to SiyaRam!"
Shri Ram Jai Ram Jai Jai Ram! Shri Ram Jai Ram Jai Jai Ram!
Shri Ram Jai Ram Jai Jai Ram!
 
 
-Janu
Edited by JanakiRaghunath - 13 years ago
RamKiSeeta thumbnail
Anniversary 15 Thumbnail Group Promotion 8 Thumbnail + 6
Posted: 13 years ago
#9

Originally posted by: Rituparnaa

Janu plz help me like what kinda songs we can post?

I mean is it from the show or any devotional we love can be posted here?

 
Songs from the show.😊 Devotional songs can be posted at Deepika's Bhakti Lounge which she opened just for that.😳
RamKiSeeta thumbnail
Anniversary 15 Thumbnail Group Promotion 8 Thumbnail + 6
Posted: 13 years ago
#10

Hey Guys,

 
Here are the lyrics for the Ram Katha sung by Luv Kush in Ram Darbar. They were already posted by member Jingjing in this thread.😊
 
Raam Katha

Om shree Ganeshay Ridhi siddhi sahitaay namah
Om satyam shivam sunderam shivani sahitaay namah
Raja gurujan praja sarve saadar namah
Veena vadini sharde rakho humara dhyaan
Samyak vaani shuddh swar humko karo pradaan


SABKO VINAY PRAAN KAR
SABSE ANUMATI MAANG
LUV KUSH NE CHHEDA SARAS
RAAM KATHA KA RAAG


Hum katha sunate Raam sakal gun gram ki
hum katha sunate Raam sakal gun gram ki
ye Ramayan hai punya katha shree Ram ki
Raam vajhra ke sabhi vanshdhar
vachan parayan dharm dhurendar
kahein unki kathayein bhoomi ayodhya dhaam ki
yahi jana bhoomi hai purushottam gun gram ki
yahi jana bhoomi hai purushottam gun gram ki
ye ramayan hai punya katha Shree Ram ki
ye ramayan hai punya katha shree Ram ki



chitra shukla navami tithi aayi madhya divas me Raam ko laayi
bankar laushalya ke lala prakat bhaye hari param kripala
Raam ke sang jo bhrata aaye Lakhan bharat shatrughn kahaye
Guru vashisht se charon bhai alpkaal vidhya sab paayi
munivar vishvamitra padhare maange Dashrath ke drig taare
bole Raam lakhan nidhiyan hai humare kaam ki
hum katha sunate purushottam gun gram ki
ye Ramayan hai punya katha shree ram ki


SABKE HRIDAY ADHEER KAR BHAR KAR CHAAP ME TEER
CHAL DIYE VISHVAMITRA SANG LAKHAN OR RAGHUVEER
pratham hi raam taadka maari ki muni aashram ki rakhvaari
bin fal baan maareech ko maara shat yojan gira saagar para
vyathik ahilya ka kiya pad raj se kalyaan
pahuche prabhuvar janakpur karke ganga snaan


Siya ka bhavya swayamvar hai siya ka bhavya swayamver hai
sabki drishti me naam ram ka sabse upar hai
siya ka bhavya swayamver hai


janak raaj ka kathin pran taaran rahe sunaay
bhang kare ko shiv dhanush le vahi siya ko paaye


vishvamitra ka ingit paya
sahaj Raam ne dhanush uthaya
bhed kisiko hua na gyaat
kab shiv dhanu toda Raghunaath
nikat viksh ke aa gayi veli
siya jaimaal Raam ur meli
Sunder shashvat abhinav jodi
jo upma di jaye so thodi
karein dono hi mil kaanti koti rati kaam ki
hum katha sunate purushottam gun gram ki
ye Ramayan hai punya katha shree ram ki


SABKO DUBOKAR RAAM KE RAS ME
LUV KUSH NE KIYE JAN MANN BAS ME
AAGE KATHA BADHATE JAAYEIN
JO KUCH GHATA SUNATE JAAYEIN
KAISE HUI VIDHINA KI DRISHTI VAKR
SAFAL HUA KEKAI KA KUCHAKRA
RAM LAKHAN OR SITA KA VAN GAMAN
VIYOG ME DASHRATH MARAN
CHHITRAKUT OR PANCHVATI
JAHAN JAHAN JO JO GHATNA GHATI
SAVISTAAR SAB KATHA SUNAKE
LUV KUSH RUKE AYODHYA AAKE
gaya vijay ka parv manaya Raam ko avadh naresh banaya
niyati kaal or praja ne milkar aisa jaal bichaya
do avibhajya aatmao par samay bichhoh ka aayaa


Avadh ke vaasi kaise atyaachaari
Ram siya ke madhya rachi samdeh ki 1 chingaari
kalankit kar di nishkalank naari


CHINTIT SIYA AAYE NA KOI AANCH PATI SAMMAN PAR
DHEERAV RAHE MAHARAJ BHI SITA KE VAN PRASTHAN PAR
MAMTAMAYI MAAO KE NAATE PAR BHI PALA PAR GAYA
GURUDEV GURUJAN JAISE SABKE MUKH PE TALA PAR GAYA
SIYA KO LAKHAN BITHAKE RATH ME
CHHOD AAYE KAANTON KE PATH ME
GYAAN CHETNA NAGAR VASIYON NE JAN SAB KHO DAALI
TAB ASHAAY SIYA KE EK MAHARSHI BANE RAKHVAALI
VALMIKI JI MIL GAYE SIYA KO JANAK SAMAAN
PUTRI BANA VATSALYA VAT ASHRAM ME DIYA STHAAN
Divya deep devi ne jalaye Raam ke do sut Siya ne jaaye


shrotagan Sita ek raaj kanya hai raaj rani hai naari jati ko mahima mandit karne vali ye mahanaari vanvaas ko gareema pradaan kar vaha apne din kaise bita rahi hai iski 1 jhalak prastut hai..

Nange paaon nadiya se bharke laati hai neer neer neer se vishad ke nayan na bhigaati hai
lakdiya kaatti hai dhan but chhatti hai vidhna ke baan seh seh muskati hai
kartavya bhaavna ki chakki ke do baato me vo bina prativaad kiye pisti hi jaati hai
aise me bhi putron ko sikhake saare sanskaar swavlambi swabhimaani svabal banati hai
vrat upvaas puja anushthan karti hai prati pal naam bas Raam ka hi leti hai
jinke taano ne kiya hriday videen mata unko bhi sada shubhkaamna hi deti hai
Devi pe jo aapda hai vidhi ki vidambhna ya praja ki uthayi hui abhi ki reeti hai
jagat ki naiya ke khivaiya ki hai Rani par swayam ki naiya sita swayam hi kheti hai
bhramit sandehi bas tika tipaddi hi kare kuch nahi sujhe unhe peeche or aage ka
dhobiyon ki drishti bas mael or dhabbe dekhe kapda buna ho chahe kaise hi dhaage ka
swarnkaar swarn me sacchayi ki jachayi kare agni me tapna hi dand hai abhage ka
hridayon ke sthan pe pashaad jahan rakhe vaha kispe prabhaav ho siya ki grah tyaagi ka
mahal me pali badhi mahal me byahi gayi mahal ka jeevan paranu mila naam ka
aise asamay me mahal tyaag van chali samay tha jab dekh rekh vishraam ka
karke sangram Raam lanka se chhudaye laaye kram nahi tuta par jeevan sangram ka
tab vanvaas me nibhaya saath ramji ka ab vanvaas kate diya hua Ram ka


ooooooooooo
karamyogini param punitaaaaa......
maat hamari bhagvati Sita......


ooooo...
hum luvkush Raghukul ke taare....
pujya pita shree ram humare....


DHANYA HUM IN CHARANO ME AAKE....
RAMA NIKAT RAMAYAN GAAKE....