Originally posted by: riyaa_1985
 
 Aankhon mein teri' 
Ajab si, ajab si, adaayein hain 
Ho' 
ankhon mein teri' 
ajab si, ajab si, adaayein hain 
Dil ko bana dein jo patang 
Saansein ye teri vo hawaayein hain 
Aankhon mein teri' 
Ajab si, ajab si, adaayein hain 
Ho' 
ankhon mein teri' 
ajab si, ajab si, adaayein hain 
Dil ko bana dein jo patang 
Saansein ye teri vo hawaayein hain 
Aayi aisi raat hai jo 
Bohat khush-naseeb hai 
Chaahe jisse door se duniya 
Vo mere kareeb hai 
Kitna kuch kehna hai 
Fir bhi hai dil mein sawaal kaheen 
Sapnon mein jo roz kaha hai 
wo phir se kahun Ya nahee 
Aankhon mein teri 
Ajab si, ajab si, adaayein hain 
Ho' 
ankhon mein teri 
ajab si, ajab si, adaayein hain 
Dil ko bana dein jo patang 
Saansein ye teri vo hawaayein hain 
Tere saath saath aisa 
Koi noor aaya hai 
Chaand teri raushni ka 
Halka sa ik sayaa hai 
Teri nazron ne dil ka kiya jo hasharr 
Asarr ye hua 
Ab inmein hi doobke ho jaaun paar 
Yehi hai dua 
Aankhon mein teri 
Ajab si, ajab si, adaayein hain 
Ho' 
ankhon mein teri 
ajab si, ajab si, adaayein hain 
Dil ko bana dein jo patang 
Saansein ye teri vo hawaayein hain
 
 
833